Loss say khoufzada na ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say khoufzada na ho
    Dear friends assalamualaikum zyada tar traders Mai confidence ke kami hote hai aur wo jab be trade lagatai hai to unkai Dil Mai loss honay ka khauf hota hai.agar ham ISS buisniss Mai apna confidence baraye to iss Mai ham be khauf hokay ache trading Kar saktay Hain aur confidence knowledge say barta hai hamai chaye ke issko seekay aur experience gain karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say khoufzada na ho

    forex k kaam main loss hta rehta h is main ap ko mehnat krna prti h loss sy na drain bl k is sy seekhain or life main sucess hoon loss sy ap aik axy trader bn skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss say khoufzada na ho

      Je bilkl loss ka dar to her trader ko hota hy q k mehnat sey jo din rat posting kernay sey bonus milta hy us k waste ho janey ka dar to phr laga he rehta hy.Confidence usi time ata hy jub ap k pas acha knowledge ho or ap ko trading sey related sari techniques rules and regulations ka elam ho.
      • #4 Collapse

        Re: Loss say khoufzada na ho

        g han bhai jan apki bta thk hai k hamne ager bussiness men loss a jaye to hamen loss ko zhen men bhitta ker karobar ko chorny kaily nh sochna chye bal k hamen chye k ham apny karobar ko kisi trah manage kerny ki sochna chye.ager ham karobar ko managee kren gy to ham us sy next time acha profit bhi nearn ker sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Loss say khoufzada na ho

          Asslam o alaikum dear friends forex trading ma hmain loss sa khofzada nhi hona chahia keon ka jb forex trading ma hmain loss hota ha tu hm us sabi bohat kuch seekhta Han is Lia hmain chahia jb loss ho tu Jin galtion ki wajh sa loss howa next time in galtion sa bacha jy tu pr hi kamyab hon ga
          • #6 Collapse

            Re: Loss say khoufzada na ho

            Hamen lost se osada nahin hona chahie palke hamen isko kar karne ki koshish karni chahie Meri aap sab logon se yah nasihat hai kya agar loss Ho bhi jaaye to is handle karne ki koshish ki jaaye taake hamen aasani se ise chhutkara mil sake
            • #7 Collapse

              Re: Loss say khoufzada na ho

              ji Janab aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Hamen loose set karna Nahin chahie Chuke tasengna dharna aur nuksan donon sath sath Chalte Hain isase Hamen Har guitar Nahin chahie aur FIR mere ko Apna Naseeb hi Milta Hai
              • #8 Collapse

                Re: Loss say khoufzada na ho

                g haaaan bhaaai jaaaan apkiii bat to bilkul theek hy k hmein looosss honey k baaad khooof zaaadha nahi hona chaaaiy q keh agr hmein businesss mein losss hooo bhii jaaata hy to hmein maauooos nahi hona chaiy balkeh himat aur lagan sy kaaam mazeeed bahter karnaaa chaaaiyyy .agr hum losss ka soch kar mauooos ho kaaar bheith jain gy to hooo saktaaa hy k hmein us syyy bhi zida nuqsaan ho es liy losss sy hargizzz khooofzada naaa hoooon ......as your view
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say khoufzada na ho

                  G han brother ap thek kah rahay hain, forex trading main loss ana koi bari bat nai hay har trader ko loss hota hay esleay loss anay par kisi bi trader ko khouf zada nai hona chaheay bal kah usay loss ko bardasht karna chaheay q kah trading main loss k bad hi profit hota hay aur har trader loss ko cross kar k profit earn karta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say khoufzada na ho

                    Zyada tar market mai wo log trade laganai say khouf katay hai jin kai pas knowledge nahe hota aur jinkay pas ke pas knowledge nahe hota unkai pas confidence be nahe hota jis kai waja say wo khouf zada hotay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss say khoufzada na ho

                      yes jo bnda sara mahina mahnt krta ha jo usko bonus milta ha der to hota ha ka trading ka doran loss na ho jay ya der to her trader ko ho rha hota ha ka kahin loss na ho jay lakin ek trader ko chahiya ka apny ap mn confidence peda kray loss ho ya profit
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss say khoufzada na ho

                        New beginner k liy mshwra ha wo loss se khoufzada na hn bal k apna itna experience gain kren Gy apko faida ho nuqsan na ho jb ap Achi trah knowledge hasil krlety hn Tou apko loss se bchaO hoskta ha.but agr apne aik br loss krlia ha Tou himat na haren aur patience se Kam krty rahen
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss say khoufzada na ho

                          g han loss se khoufzada na ho kyun ke loss bi to business ka hisa ha is liye loss ko le ker preshan hona achi baat nhi kyun ke koi bi business jub start kiya jai to us ki setting ma time lagta ha is liye ager shorio ma loss ho bi jai to khoufzada na ho bulke himat or sabar se kam len or pehle se zyada mehnat or lagan se kam keren kyun ke mehat ker ke hi ap loss ko cover ker sakte hen
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss say khoufzada na ho

                            ji han bhai jaan aapane bilkul sahi farmaya hai Hamen sabse pahle ismain Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen sabse pahle ismein loss ko rokane Ki Koshish Karna Hoga ham log ko Sankat rok sakte hain Jab Ham ismein grid Nahin Karenge isliye Hamen chahie ki Ham ismein greed se bache aur is male or se bhi bacche Tu Hi Hamesha Mein Kamyab Ho Jaenge and Hamen chahie ki ham ismein experience Hasil karen to hi Ham ismein Kanya Bolt earning karne mein
                            PAK ARMY ZINDA ABAD
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss say khoufzada na ho

                              Forex mein humain kaam kerna hai aur humain kamyabian hasil kerni hain tou humain loss sae khaufzada nahin hona chahyea iss tarah tou hum koi trade nahin laga sakain gay aur humain forex mein koi kamyabi nahin mil sakay gi humain her trade mein loss ho ga khud kmein confidence paida kerain positive soch kay sath forex mein kaam kerain tou hi kamyabi ho gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X