Forex market me risk factor ko scan karna be zarori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market me risk factor ko scan karna be zarori hay
    Technical aur fundamental analysis source se traders Forex market me risk factor ko scan kar sakty hey aur achi tarha risk factor ko identify karnyk bad positions place karny ki koshish karty hey magar professional traders per be zeyda risk lena zarori nahi samjty aur bahot hi kam volume key sath order place key planing key sath apny profit target ko achieve karny ki koshish karty hey jab key new traders agar technical aur fundamental analysis key base par risk factor ko samjny key bad be high risk lena zarori samjty hey yahi difference hota hay expert aur new traders me.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market me risk factor ko scan karna be zarori hay

    Bhai apki baat theek hai technical sur fundamental se risky factors ko reduce kia ja sakta hai mgr yeh expert trader kr sakty hein kionkeh un k pas ziada experience hota hai lekin jo new hoty hein woh koshish krein risky pairs select na krein aur small lot use krein tu woh bhi risk level ko kam kr sakty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market me risk factor ko scan karna be zarori hay

      G Han ye bat bilkul thek ha k Forex market main risk bht zeada ha but apko chaye k ap apna target set kren new any waly members ko cahhye k wo gold pa trading na kren aur risk se bachen aur dosri bat agr wo demo account aur degar websites se knowledge hasil krty hn aur Achi trah mehnat krty hn Tou experience k zarye wo risk se Bach skty hn.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market me risk factor ko scan karna be zarori hay

        Assalamualaikum dear brother forex business naam he risk ka hay lekin agar ham market ko analyse kar kay tamam risk factors ko madde nazar rakh kay trading karain to ham loss say bach sakty hain oar ik kamyaab trader ban sakty hain forex business main kamyaabi mehnat sayashroot hay
        • #5 Collapse

          Re: Forex market me risk factor ko scan karna be zarori hay

          g han bbhai jan apki bat thk hai k hamen chye k ham risk ko bhi zroor apny samny rhekn ager ham risko samny rhken gy to ham kamyab ho saken gy.aor is k illawa hamen chye k ham jab bhi tarde kren to lazmi tyor per apny account ko samny rhekn jab ham apny account ko apny samny rhken gy to ham aik secure trade leny men kamyab hon gy.aor hamen chye k ham risk len he na.
          • #6 Collapse

            Re: Forex market me risk factor ko scan karna be zarori hay

            ji bilkul Aisi hi baat hai Forex trading mein agar Ham Naresh actor ko join Nahin Karenge To isase Hamara profit Mein izafa Nahin Hoga Hamen chahie kya mere doston ko Jyada Se Jyada join Karen Hamara post Jyada hun aur kaun Jyada mile
            • #7 Collapse

              Re: Forex market me risk factor ko scan karna be zarori hay

              Sabse pahle to aapko iski ruled Ko samajhna Hoga market ke rules Ko samajhna Hoga tabhi aap is Samay fracture kar paoge agar aap Iske rules Ko Nahin samajh paate to aap Kisi Bade trader Se poochh Kar ko pahle samjhen tabhi aap Ishq ke rules UCO fracture kar paoge Nahin to aap is rules ko fracture nahin kar paoge agar aap is Mai ko prapt karte ho to aap ko sabse pahle is Karur ko samajhna chahie tabhi aap ko kar paoge
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: Forex market me risk factor ko scan karna be zarori hay

                G han brother ap thek kah rahay hain, forex market main risk factor ko talash karna bahut zaruri hota hay aur risk factor ko talash karnay ki bad hi trade open karni chaheay aur aisi trade open karni chaheay jis main risk factor minimum ho aur risky trade ko open nai karna chaheay aur trades ka wait karna chaheay ta kah loss say bacha ja sakay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market me risk factor ko scan karna be zarori hay

                  Forex market mein risk lena hai aur soch samajh ker lena hai iss kay lye humain pahele sae hi caculations kerna hoon gi aur uss kay baad aoni trade market mein enter kerna ho gi hamesha aonay account balance ko dekh ker forex main kaam kerain jitni chadar hai utnay hi paoun phalain agar had sae tajawauz kerain gay tou hamesha nuqsaan uthain gay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X