Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii
    Assalamu Alaikum dear Forex member aapse Mera Sawal hai ki agar aap Forex trading main indicator ko learn Karoge To aap market ki movement ko analyse kar Sakoge Ki Ab market ke movement Mein Ja sakti hai ......
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

    G han brother ap thek kah rahay hain, agar koi trader indicators ko use karna sekh jata hay to us k leay market ko analyse karna bahut asan ho jata hay q kah indicators har pair k baray main prediction kar detay hain aur trader ko sirf market ko analyse kar k us prediction ko confirm kar k trade open karna hoti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

      bhai jan men to indicator ko sahe nh smjhta kun k indicator bhi dhoka dy jata hai.isliye hamen chye k ham indicator ko follw kerny koshsih na kren bal k hamen chye k ham self learning ker k trading kren ager ham self learning k sath trading kren gy to ham kbhi bhi kamyab nh ho saken gy.is lioye hamen chye k ham dhaiken k markete ki movement kis trah hai phir khud sy trading leny ki kosghsih kren.
      • #4 Collapse

        Re: Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

        G han agar ham indicators ko understand kar len aur demo account me esy indicators key base par trading ki practice be karen to mery khayal me market analysis karny key ley indicators hi hamary ley sab se best option ho sakty hey, agar ham market ko understand hi nahi karty aur good signals ki umeed es se karty hey to ham kabi be useful signals hasil karny me kamyab nahi ho saken gey.
        • #5 Collapse

          Re: Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

          App ke bat sahe hai agar ham koye indicater use karna chahtay hai to hamai chaye ke uss indicater ko ham read karay study karay aur usske har pehlo ko janay to iss tarah hamai market ke buhut ache tarah samaj ajayege aur ham forex market ko behtar tariqay say trade Kar sakaingay.
          • #6 Collapse

            Re: Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

            Aapko ismein bahut hi jyada mehnat Karni chahie tabhi aapas Mein Kamyab Ho paoge agar aap ismein Jyada mehnat Nahin Karoge To aapas Mein Kamyab Nahin Ho paoge Agar aapko ismein kam hai bolna hai to aap ismein bahut hi jyada mehnat Karen bahut hi jyada mehnat Nahin Karoge To aapas Mein Kamyab Nahin Ho paoge Agar aapko ismein hona hai to aap bahut hi jyada Anchal aapas Mein Kamyab Ho paoge
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

              Gee haan forex mein indicators humain bahut zayada helpout kertay hain aur agar humaray apnay pas koi indicators hai tou himain unn ko use kerna chahyea aur unn per kaam kerna chahyea lakin agar hum kisi kay indicators.per kaam ker rahay hain tou paheli humain khud apni trades ki confirmation kay lye uss indicator kay market kay sath analysis zaroor kerain uss kay baad trade lagain
              • #8 Collapse

                Re: Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

                Hello dear bro aapki baat sahi hai ki Ham Agar indicator ko learn Karke A trade Karenge to market ki direction ki understanding ho jayegi isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada analysis Karen thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

                  hamy market ke movement ko samj kar indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik wasee business hain forex mai agar hamy market ke samj nahi aa rahe to hamy is mai kam nahi karna chaehy
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

                    g haai aapki baat sahee he agar ham indicators ko elarn kar jayen to phir hamary liye market ki next movement ko understand kar jana asaan h jayega . is liye hamin bhi learning krte rehna chahiye is trah ham is main kaamyaabi ghaasil kr skte j hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

                      yes brother off couress jab tak apko indicator ka hi ni pata ho ga ap market ma kewy work ker sakty han is liy ya boht zarori ha k ap sub say phaly indicator ko sanjy jes ka ya faida ho ga k ap market ka anyless kerna seek sakty ha k us ki kia movment ban rahi ha jab ap ya is bat ki samj ajay gi tab pher ap aik achi trade laga sakty han.
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

                        Dear member aapane bilkul sahi kaha hai Pakistan Forex Magar Ham kam Karte Hain To Hamen market ko bahut hi jyada analyses Karte Rahana chahie Agar market Karnal Aaja Hamare knowledge or experience se Hamen bahut Achcha knowledge Milta hai aur ham Apne knowledge ko improved kar paate Hain To Hamen kamyabi Milegi aur Achcha profit bhi Ham Hasil kar rahenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicator ko learn krni ki try karo market ki movement understand ho jayegii

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sikandar Sunny پيغام ديکھيے
                          Assalamu Alaikum dear Forex member aapse Mera Sawal hai ki agar aap Forex trading main indicator ko learn Karoge To aap market ki movement ko analyse kar Sakoge Ki Ab market ke movement Mein Ja sakti hai ......
                          Walaikum assalam Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Hamen indicators bahut Jaruri use karna chahie Kyunki yah Hamare fayde Ke Liye Hi Banaya gaye hain Agar Ham in se indication Lekar Forex trading Mein kam Karte Hain To Achcha profit Mein sakta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X