ham is main trading karty hain ham is main 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain pakistani time table ky hisab sy ham saam 3 baje sy raat 9 baje tak best time hain ham is time trading kar ky acha profit hasil kar sakty hain or loss sy bach sakty hain yai poors man job less man students or house wife ky liye aik achi job hain ham isy apna life time career be bana sakty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим