News K Waqt Trade Karna Buhat Risky Kaam Hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News K Waqt Trade Karna Buhat Risky Kaam Hy
    Agar news khula ho to ismein aap kya kehate hain k hamain ismein trade lagana chahie ki nahin yah rski kam hai ki nahin aap jaane ke mein ismein trade lagana sahi hy k nahi hy main yahi kahu ga k buaht ghalat hy trade lagana jab news ho to q k is main buhat loss ho jaaye ga apka
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News K Waqt Trade Karna Buhat Risky Kaam Hy

    Asslam o alaikum g billkul sahii kha news ka waqt trade nhi krni chahia hmain keon ka news ka time Market up down hoti rahti ha jis sa hmain bohat zada loss ho jata ha is Lia best ha new ka time trade nhi krni chahia
    • #3 Collapse

      Re: News K Waqt Trade Karna Buhat Risky Kaam Hy

      bhaijaan news update karna bahut achha hai Kyunki news ke packet loss kam hota hai aur insaan ka bonus bhi bacha rahata hai aur news se Insan Ko Pata Chalta Hai Ki kaun se currency ban rahi hai aur kaun si kam se kam ho rahi hai isliye ismein ke trading karna Koi Badi Baat Nahin Hai balki Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: News K Waqt Trade Karna Buhat Risky Kaam Hy

        Ji han Sar aapki baat bilkul right hai agar koi member news ke time trading karta hai tu to uska trade bahut Teer Ishq Mein a jata hai agar use news ko analyses karna aata hai to vah news Cricket rate karke bahut hi accha profit Kama sakta hai lekin without analysis ke Ham ismein kabhi bhi achcha profit Nahin Kama Payenge aur Hamen trade me loss hi hoga
        • #5 Collapse

          Re: News K Waqt Trade Karna Buhat Risky Kaam Hy

          dear friends..
          ap ne boht achi baat sear ki hai qk jo forex main new members hain unko is baat ka koi khas idea nai jis say unko loss ho sakta hain.ye baat theek hai ke forex main news ke time market ko koi nai samjh sakta qk us time main market up bhi ja sakti hai or down bhi jis say apko loss hony ka khatra barh jata hai.
          Jazak ALLAH ツ
          • #6 Collapse

            Re: News K Waqt Trade Karna Buhat Risky Kaam Hy

            hamy news ko watch kara ho ga hamy news ky mutabik kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohta bara business hain hum isy apna professional careeer be bana sakty hain forex aik legal business hain
            • #7 Collapse

              Re: News K Waqt Trade Karna Buhat Risky Kaam Hy

              Good Morning Friends
              Ham jab is main news par trade karte hain to hamre tarde buhut hi zida risky hota hain aur hamen is main risky tarde nahia karna chaye ham jab is main trade karte hain to is main news ho to is aina trade nahia karna chahye to hi ap ismai kamyab ho skate hain
              • #8 Collapse

                Re: News K Waqt Trade Karna Buhat Risky Kaam Hy

                g han dear news k time trade karna bohut risky hota hai aik tu spread bohut ziada increase ho jata hai tu dosra jitna market taizi k sath uper jarhi hoti hai usi hisab say nechy arhi hoti hai pata he nahi chalti ky market up jay gee ya down jay gee jiss say ap ko boht confusion hoti hai jiss say ap ki trade ko nuksan ho sakta hai is lea jab news main ap ko pata chal jay negitive news hai ya positive tu ap ko tab he trade krni chaheay
                • #9 Collapse

                  Re: News K Waqt Trade Karna Buhat Risky Kaam Hy

                  News kay time per market mai prices bohot he ziada taize say move hoti hai aur traders ka dil b kafi karta hai ke iss doran trading Karin aur bohot ziada profit ke earning kar sakin . lakin ager iss doran trading Karin tu faiday ke jagha per aksar news kay time per trading say loss he hota hai . iss liye news kay time per trading kafi risky ha.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: News K Waqt Trade Karna Buhat Risky Kaam Hy

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                    Agar news khula ho to ismein aap kya kehate hain k hamain ismein trade lagana chahie ki nahin yah rski kam hai ki nahin aap jaane ke mein ismein trade lagana sahi hy k nahi hy main yahi kahu ga k buaht ghalat hy trade lagana jab news ho to q k is main buhat loss ho jaaye ga apka
                    Assalamu alaikum bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business major Swagat market ki news release hoti hai to use Waqt trade karna bahut jyada risky ho jata hai isliye market ko stable hone Tak apni trade ko open na Karen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X