Forex ya foreign exchange, duniya ka sab se bara tijarat ka behtareen zariya hai jahan se dunya bhar ki currency ko khareed o farokht kiya jata hai. Forex trading ka mqsad currency rates mein tabdeeli ka faida uthana hota hai. Forex mein ghair khabri forex trading ka matlab ye h ke trading ka faisla sirf currency rates ki taraf se kiya jata h aur ismein koi news ya khabar ka koi role nahi hota.
Currencies pair movements
Ghair khabri forex trading mein traders currency pairs ki movement ko dekhte hain aur unke movements se trading karte hain. Forex market ki movement ke liye khabar aur news ka koi role nahi hta balkay trading k lie technical analysis ka istemal kiya jta hai. Technical analysis ke zariye traders past price movements aur market trends ko dekhtay hain, aur market ki movement ko predict karne ki koshish karte hain.
Fundamental analysis
Is tarah ki trading mein traders ko currency rates ki movement ki puri tarah se samajh hona zarori h aur is k lie traders ko technical analysis ke sath sath fundamental analysis bhi samajhna zaroori hai. Fundamental analysis mein traders khabar aur news ke impact ko dekhte hain, aur inke impact ke hisab se trading krte hain.
Conclusion
Ghair khabri forex trading ek high-risk trading hai, aur iske liye traders ko market ki movement ko puri trah se samajhna zaroori hai. Is tarah ki trading me traders ko apni khud ki strategy banana zaroori hai, aur is strategy ko follow karte hue hi trading ki jaye. Is tarah ki trading me traders ko apni khud ki research aur analysis karne ki zaroorat hoti hai, aur iske liye traders ko market ki movement ki puri tarah sy samajh hona zarori hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим