Trading kay liye sirf indicators per depend karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kay liye sirf indicators per depend karna
    Trading kay liye sirf indicators per depend karna b bohot he achi practice nai hai aur traders ko chaiye ke woh jab trading kar rahy hon tu sirf indicators per depend kar kay trading na karin balky news events aur baqi cheezon ka b khayal karin . iss kay sath sath traders ko apny trading kay analysis ko b lazmi importance daina chaiye .

    ager apny trading kay analysis ko consider karin aur sath indicators use karin aur news events ka b khayal karin tu trading bohot behtar hony ka chance hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kay liye sirf indicators per depend karna

    Real mein samajhti Hun ki yah hamari bahut badi bewafai hogi kya Ham apni trade ke liye sirf aur sirf indicators per agar depend karte Hain to kyunki indicator samay kabhi bhi right shade nahin batate isliye hamen chahie ki Ham totally indicators per depend na Karen balke iske sath sath market ko analysis karna bhi seeken tabhi Ham acchi aur profitable trade kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading kay liye sirf indicators per depend karna

      Indicators pe kisi bhi trader ko depend nahi krna chahiye kionkeh indicator wrong bhi ho sakty hein achi trading k liye technical aur fundamental analysis bhi zarori hai aur trading ki different techniques use krni chahiye tah k kisi mein tu kamyabi milegi.
      • #4 Collapse

        Re: Trading kay liye sirf indicators per depend karna

        nai bhai hume esa nai krna chaiye trading k liye hume sarif indicotor ko fallow nai krna chaiye is main agr hum bhagir soch samj kr kam krein gey phr hi hum kameyab be ho sakte hein daily ap is amin soch samj kr kam krein daily work krein tab hi hum eik achy trader ban sakte hein
        • #5 Collapse

          Re: Trading kay liye sirf indicators per depend karna

          dear bhi ap ny acha swal ask ka hy k really is main merry jo opinion h wo yeh ko is main kabhi kabar indicator wrong bhi proof ho sakta hy yeh just ik kism ka main to risk khyal karta hoon q ka point bhi true hy k really life is full of thurns.
          • #6 Collapse

            Re: Trading kay liye sirf indicators per depend karna

            jahan tak dost Mera Khyal hai indicators ko jyada se jyada istemal nahin karna chahie indicators ko Ham sirf tab istemal Karen jab hamen kuchh samajh mein Na a raha ho ya FIR Ham kahin fanse hue Ho two indicators bhi benefit sabit Ho jaate Hain magar bilkul indicator per bhi depend nahin karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Trading kay liye sirf indicators per depend karna

              yes brother apney thk hi kha hy but mery khial sey indicater per fuly depend kerna bhi acha nhi hy kuch apni madad aap bhi kerni chahiy hamin khd hi mhnat kerty huy achy trader bnnuy ki koshish kerni chahiy hamin chahiy keh ham tradind kerty huy trading rules ko hmeshha follow krein inko kbhi bhi ignore na krein aik acha trader hmesha rules ko follow kerty huy kamiyabi hasil kerta hy ...
              • #8 Collapse

                Re: Trading kay liye sirf indicators per depend karna

                Bilkul Forex trading mein indicator bahut zyada mainai rakhta hai. agar aap indicator ko samajh Kar chalte Hain to aapki trade bahut zada profit mein close hoti hai aur indicator se aapko pata chalta hai k market kis taraf jayegi.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kay liye sirf indicators per depend karna

                  hamy leanring py depand karna ho ga forex aik acha busiens hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai part time be kam kar saky hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kay liye sirf indicators per depend karna

                    hamy siraf inidactors py depand nahi karna chahey hamy aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik bahtren business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik am business ke nisbat acha business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X