mehnat ki azmat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat ki azmat
    mera khayal to yeh hy agar koi bhi mehnat kerta hy to usko uski mehnat ka sillah zaroor milta hy qn k kisi ki mehnat kabhi zaye nahi hoti forex mein mehnat karnay walon ko zayada say zayada inam milta hy:1f602::1f602:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat ki azmat

    mhnat ki azmat waqee men bhot zyda hai.kuch log jab mhnat kerty hain to us sy hamen faida hota hai k hamen mhnat ka phal zrror milta nazer ata hai.isliye hamen chye k ham mhnat ko zroor dhaiken aor jistrah ham mhnat ko dhaikty rahen gy to istrah ham khud tora mhnat ker len to hamen us jka aca silla mill sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: mehnat ki azmat

      Good Morning Friends
      Ham jab is main mehnat kate han to kamyab ho skate hain aur humko forex mein zada mehnat se hi is mein kam karna parta hain auir forex mein earning karna bohat hi zroori hota hain aur humko is mein zada greed nahi karna chahye to hi acha bonus aur earning mil skata hain
      • #4 Collapse

        Re: mehnat ki azmat

        assalam.o alaikum friends bilkul shi kha bhai ny mehnat main azmat h mehnat hi aik insaan ko kayaabi ki trf ly k jati h or usy kamyaab bnati h forex ka kam main bhi mehnat chahiye phir hi ap is main kamyaab ho sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: mehnat ki azmat

          G Han thek kaha apny k mehnag chahy ksi profession main ki gai hogi uska sila apko zarur milta hai isliye hmaesha try karen k aap mehnat sy forex main kaam karen taa k apko achi earning ho or apko is earning ki khushi bhi ho or encouragement bhi milay ainda or mehnatk liye isliye hamesha try karen k mehnat sy forex main kaam karen.
          • #6 Collapse

            Re: mehnat ki azmat

            Aslamoalaikum dear all members jo bnda b jiss cheas mn b jitni mahnt krta ha us ko utna hi usmn silla milta ha jo ziyada mahnt krta ha usko ziyda silla mill jata ha is trha forex mn b jo jitni mahnt kray ga usko utna hi profit mily ga isliya hardworking boht zarori ha
            • #7 Collapse

              Re: mehnat ki azmat

              Mehnat main azmat hoti hai ye baat bohat theak hai kyun kay mehnat kay bina ap kuch nahi kar sktay agar ap such main apnay work kay sath sincere hain toh dil se work karain aur trading main himat kay sath is work ko karain kyun kay himat aur mehnat hi do wo khobiyan hain jo kamyabi dila skti hain
              • #8 Collapse

                Re: mehnat ki azmat

                AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy yh bat bilkul sach hy kh ager hum mehnat krin gy to kamyab hon gy baghir mehnat ky koi cheez hath nh ati hmain forex trading ky bary main kafi knowledge or learning ki zarorat hy hmain chahiay kh hum mehnat krin or kamyab trader bn sakin.
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat ki azmat

                  Dear member aapki baat bilkul right hai Pakistan Forex main usmein bar ko bahut hi Achcha profit Milta Hai yah bonus Milta Hai Jo ismein mehnat karta hai aur apne knowledge or experience ko badhane ke liye Pakistan Forex form ko Jyada Se Jyada time Deta Hai jismein vah Achcha bonus bhi Hasil kar leta hai aur accha profit bhi Kama leta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat ki azmat

                    Bilkul bilkul agar aap text reading mein mehnat karte Hain to Allah tala uska pal aapko zarur deta hai. aapko chahie kya aap mehnat karte rahen aur learning Karen aur pir earning Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat ki azmat

                      ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai Pakistan Forex mein hain bahut hi jyada mehnat Karke kam karna chahie Agar Hamen ismein Jyada mehnat Karenge to Hamari mehnat To Hamen bahut Achcha fal de sakti hai aur Hamara bonus bahut hi Achcha a sakta hai aur ham use bonus mein bahut acchi trading kar Payenge thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat ki azmat

                        Asalam o alikum Aap nay theek farmaya forex trading mein mehnat krni chaiy iss say hum achi trading Kar Kay kamyabi ho sakty hai Jo log mehnat krtay hai wo kabi Mayo's nahi hotay un ko mehnat ki azmat zaror milati hai
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat ki azmat

                          Asalam o Alikum g han Bhai jan ap ny bhot he acha question keya hy forex forum ap jitni mehnat karo gy ap ko otna he profit mily ga q k mehnat main azamt hey ap jitni bhe zeyada mehnat Karo gy ap ko otna he os ka ajer mily ga mehant main barkat hy
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat ki azmat

                            Ji han dear friend aapane bilkul theek kaha ha mehnt Karni chahie mehnat Karenge to hi Kamyab banenge Forex trading bahut hi Achcha business hai is Mein mehnat Karke apni learning ko Behtar banaen aur Kamyab trader bane...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat ki azmat

                              g han bilkul sahi keh rahy hain mehnat main barkat hai kyu k hum jitni mehnat karty hain utna he acha hum bonus hasil karty hain forex main humari mehnat kabhi b zaya nahi jati hai aur hum tab he successful hoty hain aur achi earning kar skaty hain jab hum mehnat karty hain is liye hum sub ko chahhye k is main dil laga k kam akrain aur kabhi b mehnat karna na choraian.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X