kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

    Ji han Forex trading business Mein Har Koi Kamyab ho jata hai agar apni mehnat ko continue Rakha Jaaye daily basis per learning Karke Khud Mein improvement Lai Jaaye mehnat Karenge to hi kamyabi Milegi Fox ko time Dena Padega..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

      ji han bhai jaan aapki baat bilkul sahi Hua lekin main sirf Itna Kahana chahta hun ki agar Koi mehnat Karta Hai To vah hi isme Kamyab ho sakta hai agar koi mehnat nahin Karega To ismein Kabhi Kamyab Nahin Ho payega agar koi new member isko join karta hai to usko chahie ki vah pahle mehnat Karen learning per focus Karen FIR bad Mein vah earning kar sakta hai Kyunki Uske pass experience aur knowledge a jata hai thanks
      • #18 Collapse

        Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

        G han kamiyabi sirf mehnat karne ke baad milty ha kamiyabi ka aik he raasta hota ha aur wo ha mehnat kamiyabi hasil karne ka koi aur raasta nahi hota sirf aik he raasta hota ha aur wo ha mehnat bohat se log mehnat nahi karte jis ki wajah se unko nakaami ka samna karna parta ha is liye mehnat kare kiu ke earning karna asaani nahi hota achy earning unko hoty ha jo mehnat karte ha aur ziyada se ziyada mehnat karte ha
        SUMIYA TRADING JOURNAL
        • #19 Collapse

          Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

          g han bilkul sahi keh rahy hain agr kamyab hona cahhaty hain to is k liye hume mehnat karni parhy gi kyu k mehnat k bagair sub kuch na mumkin hai agr hum mehnat nahi kaarin gay to hum na to achi tara learning kar skaty hain aur na he hum experience gain kar skaty hain agr hum ye donu he nahi hasil karin gay to hum kabhi b kamyab nahi ho skaty hain.
          • #20 Collapse

            Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

            jaaaab b kisi b kaaam main mehnat ki jy tu kamyabi hasil hoti hain forex trading mian b agar koi ziyda mehant keta hian tu taab he kamyabi hasil hoti hain kamyabi hasil karne k liye mehnat lazmi hain bina mehant k kamyab koi b neh hain froex trading main kamyabi Senior member sya hail hoti hain ko kafi time sya forex trading main kaaam kar rhy hain hard work karte hian forex trading main mehnat karte hain tu ek kamyab trader ban k kaam karte hain or acha proti hasil karte
            • #21 Collapse

              Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

              Jina Sar aapane bilkul sahi kaha hai agar Hamen kamyabi Hasil karni hai To Hamen bahut jyada mehnat Karni chahie Hamen Jitna Jyada mehnat Karenge Mein Uttara hi jyada Pakistan forex forum mein experience aur knowledge Milega aur ham experience aur knowledge ka istemal karke bahut jaldi Kamyab Ho jaenge
              • #22 Collapse

                Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Akberan پيغام ديکھيے
                Agar Ham yah sochte Hain Ki Ham Pakistan Forex Mein Kamyab Ho Jaenge to mehnat Jab Tak Nahin Karenge Kamyab bhi nahin Honge mehnat Karenge to kamyabi Milegi Aapka kya Khyal Hai Iske bare mein thanks
                As-salamu alaykum aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein kamyabi mehnat karne ke bad hi milati hai jo log mehnat karte hain vah Ek successful traders Ban chuke hain isliye hardworking bahut Jaruri hoti hai
                • #23 Collapse

                  Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

                  Yes pehle aik baar ache se mehnat KR ke seekh Len to phir aasani ho jati hai kaam krne mein aur agr pehle mehnat na ki Jaye to Sara kaam mushkil he rehta hai I think to iss liye mehnat KR len pehle
                  • #24 Collapse

                    Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

                    jo bnda mahnt krta ha kisi b kaam mn to uski mahant zaia ni jati usko us ka zaror silla milta ha is trha forex mn jo log ziyada mahnt krty hn ziyada earning kr laty jo kmm mahnt krty hn unko us hisab sa kmmm earning honti ha but qamyabi ka raaaaaz mahnat pr ha jitni koe kr la is liya forex mn mahnt krni chahiya prectice krni chahiya knowledge hasil kerna chahiya ziyada sa ziyada
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

                      Aslam o aliikum g han dear aap nay achi bat ke hai jab aik insan kisi bhi kam main mahnat krta hai too Allah bhi us kam main barkat nazil krty hain aur her kam main mahnat hoti hai
                      • #26 Collapse

                        Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

                        Kamyabi hamesha unke a kadam chumti hai Jo mehnat karte Hain. agar aap Forex trading mein main mehnat karenge tu to kamyabi aapke kadam chume gi aur agar aap market situation ko samajh jaate Hain to aap bahut zada profit earn kr sakty Hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

                          G ha apne bilkul thk farmaya kamyab hony k liye mehnat to krni prti ha or forex ma trading krna koi muskhil nhi jismy ziada apko koi prblm ho bs ghr bhety sakoon se ap forex ma trading krskty hain.. Kis sy mehnat krny k bad apko behtreen kamyabi milygi..
                          • #28 Collapse

                            Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

                            AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy yh bat bilkul sach hy kh hmain mehnat ki zarorat hy ager hum forex ya forum main kafi ziyada mehnat krin gy to kamyab trader bun sakin gy jo log mehnat nh kerty or hath per hath rakhy baikha rhy to kamyab nh ho ga.
                            • #29 Collapse

                              Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

                              Ji han bhai jaan kamyabi bilkul mehnat ke sath Hi milati Hai Mera Manana yah hai ki Insan Jitna mehnat karta hai mehnat to hamare Upar bhi hai Sunnat bhi hai mehnat karna bilkul jayaj Hai mehnat Karni chahie Hamen tabhi To Ham Jindagi Mein Kuchh Hasil kar Sakenge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: kamyabi to Milegi lekin mehnat ke bad

                                Forex trading main kamyabi zaror milti hay lakin us kay liye pehlay mehnat karna hoti ha. yeah na ho kay aik do trade main loss howa aur us kay bad ham trading chore den. balkay apnay trading kay trikay ko mazeed behter kernay kay liye zayada say zayada knowledge aur practice kerni chahye ta kay practical main bhi hamen acha experience ho sakay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X