Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?
    Forex trading kertay huay jo tools hum sub say ziada istamaal kertay hain wo stop loss or take profit hota hai. stop loss ziada important hota hai jiss say hum apnay loss ko limit mai rakh saktay hain. Agar account balance thora ho or apna account wash honay say bachana ho to uss waqt stop loss ka istamaal bohat zaroori ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

    stop loss ko har Hal mein use karna chahie Star plus ke bagair hamen trade nahin karni chahie bus waqt Ham Star plus use nahin karte agar market mein high volatility a jaaye to hamen bahut jyada nuksan hota hai isliye chahie ke stop loss ko apni had banaa len jisse Ham kam se kam nuksan se bhej sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

      wesy stop loss ko haar trade main use karna chahaiye stop loss important tool hain stop loss say hamara accoutn safe rehta hain or stop loss say loss hota hain par itna loss nhe hota hain k account he wash ho jy stop loss and take profit dono same hain bas kuch he chezo ka dehan rakna hota hain merket ko analysis karna merket ko samjhna k stop loss kaha use karna chahaiye stop loss and take profti use karne k liye b merket ko anlysis karna hota hain ye sab analiysis hard work say learn ki jati hain ............
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

        g bhai ap ki baat sy agree hon agar hamary account me amount kam hai or ham trade laga rahy hain tu stop loss lagana chhaye taky pora account wash naa ho jaye
        Achy Threads py thanks tu banta hai na
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

          Chachi ji tabhi Banti Hai Jab Ham earning karte hain running karne ke liye strategy banale style ji ke liye hamare pass working experience for skills Ka Hona lajmi Hai Mushkil Samay strategy Banane mein bahut jyada confidence provide kar diya aur Hamen Ek acche wala market Mein Rasta Dikhati Hai Kya Aap Logon Nahin Hai Rasta kaise check karna hai kam kaise karna hai Jab Sab Ka Pata hoga to kam bhi achcha Hoga mara
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

            salam dosto mery khyal sy jb ap trade lga k bathy hoty hn aur ap ko lgta hy k ab market ka koi pta nhi kahan jay ge tb ap ko chahea k stop loss zror lga dain aur is market ka koi aitbar nhi hota hmain chahea k 50 pips ka SL zror lgain..
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

              dost stop-loss ko Ham kisi bhi time use kar sakte hain jaisa ke akshar Ham biji Ho jaate Hain yahan Koi Aur kam mein masroof ho jaate Hain to use waqt Ham stop loss lagakar easily kuchh bhi kar sakte hain kyunki jaise hi hamari Di Gai stop loss Tak value pahunchegi to automatically trade off ho jayegi isliye hamen har time take profit aur stop loss ko use karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

                Forex business main jb ap trading krty hn Tou apko Kuch sttragies ko follow krna prta us main tp aur sl ha ye HM tb use krty hn jb hmain profit aur loss minimum limit tk rkhna hta aur loss se bchna hta ha .ye hmain lazmi use krni chahye otherwise apka account wash BHI hojata ha .
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

                  Stop loos ko har trade mai use krna chaya jub bi ap trade open karian tu ap lazmi stop loos use karain stop loos ka sahi time hi ya hai ka jub bi trade open karian stop loos lazmi lagain ta ka forex mai loos na ho atna bara ka account wash ho jaya
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

                    Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap loss say Bachny ky liay stop loss kia isstamail zaroor hota hay ager aap achi trading ker sakhty hain oor acha knowledge bhi hay too aap ko acha profit bhi mailta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

                      Dear friends a job Hamen bahut hi jyada nuksan ho Hamen StarPlus ko small karna chahie Jab Ham Karenge To Ham Apne hone se Bach sakte hain agar aap Aisa Nahin Karoge To aap Nahin Karoge To aap se Nahin Sakte aap ka pura account Nahin to aap apne ko bacha Nahin Sakte bhai jaan Agar aapko Apne account ko Bachana hai to aap bahut hi jyada mehnat Karen aur stop Jarur istemal Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

                        bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Ham mehnat karke stop loss ko istemal karke training mein kamyabi hasil kar sakte hain kyunki mehnat se Hi stop loss hamen save trading deta hai aur hamara account save rahata hai aur shiv trading karne se bahut accha profit and Kiya ja sakta hai stop loss lagaane se account was nahin
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

                          G Han thek kaha apny k hume forex main 2 tools bhot behtreen mile hain jis main hum apni loss ko limit main kar sakte hain or profit ko bhi khud decide kar sakte hain q k loss to humara account ko wash bhi kar sakta hai lekin stop loss sy hum apny loss ko limit main kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

                            Good Morning Friends
                            Ham ko is main stop loss use karna cahhye ham is main stop loss ka istmak karte hain to hamra account safe rehta hain aur is main stop loss aik better tool hai jis se hamne faida authana cahhye aur is main apne balance ke hisab se hi stop loss set karna chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss ko kab istamaal kerna chaiye?

                              I think to stop loss aur take profit ko hr trad mein he use krna chahye acha rehta hai na lalach hota hai phir aur na zyadah loss ka khtra hota hai aaram se trade khud he chlti rehti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X