Long Wick Candlestick Pattern:
Dear my friends Assalam o alaikum Long wick candlestick pattern ko samajhna asaan hy agar aap price action ko daikh rahe hon. Yeh pattern buyers aur sellers ke darmiyan strength ko highlight karta hy, jahan price aik direction mein move karta hy, lekin us direction mein sustain nahi kar pata.
Types of Long Wick Candlestick Pattern:
1. Upper Wick:
Dosto Agar aik candlestick mein lambi upper wick ho, iska matlab hy ke market mein buyers ne pehle price ko oopar push kiya tha. Lekin sellers ne strong resistance dikhaya, jiski wajah se price wapas neeche close hua. Yeh signal hota hy ke market shayad overbought zone mein tha, aur reversal ya selling pressure aa sakta hy.
2. Lower Wick:
Dear members lambi lower wick tab banti hy jab sellers ne price ko neeche push kiya, magar buyers ne strong support dikhaya, aur price wapas oopar close hua. Iska matlab yeh hota hy ke market ne lower prices ko reject kiya aur buyers dominate kar rahe hein. Yeh indication hoti hy ke market shayad oversold hy, aur upward movement aasakta hy.
3. Indecision Aur Reversal Signals:
Jab market mein long wicks nazar aati hein, toh yeh is baat ki taraf ishara karti hein ke market uncertain ya volatile hy.Agar lambi upper wick ke baad aik bearish candle ban jaye, toh yeh bearish reversal ka strong signal hota hy.Agar lambi lower wick ke baad bullish candle ban jaye, toh yeh bullish reversal ka signal hota hy.
4. Continuation Pattern:
Kuch situations mein, lambi wicks continuation ka bhi signal deti hein, lekin iske liye overall market trend aur volume ko daikhna zaroori hota hy.Agar aap aik uptrend daikh rahe hein aur aik candle mein lambi lower wick hy, toh yeh signal ho sakta hy ke market mein temporary dip ke baad upward momentum wapas aa raha hy.Long wicks tab ziada significance rakhti hein jab yeh support ya resistance levels ke qareeb banti hein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим