gold markeet forex main up keu jarha hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold markeet forex main up keu jarha hai
    slam dear forex markeet mainm kold ka ret kis waja se up jarha hain humen pata chale k hum kase tarde karen or hum kia karna chahe hain gold ko buy karen ya gold ko sell karen or main bhut koshotsh karta hoo gold ko jab b sell karta hoo mujhe loss keu milta hai or gold markeet main up side jana hgain ya down side jana hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold markeet forex main up keu jarha hai

    Waa dear hamy gold ki movement ko observe karna chahe, agr gold up ja rha hai to buy ki trade open karni chahe, agr gold ma downward trend hai to phr sell ki trade open karni chahe, gold py trade open karny sy pehle analysis karna chahe or agr waqae he market us position ki taraf move hona sharu ho jae to trade open karni chahe, jald bazi ni karni chahe
    • #3 Collapse

      Re: gold markeet forex main up keu jarha hai

      Dear brother gold tu pahlay se kafi down aa gaya hey aur aj tu bilkul slow movement ho rahi hey lekin gold ki international market men price up hen iss liay forex trading men bhi gold up move kar raha hey aur seniors ka kehna hey k gold mazeed up move kar sakta hey aur 1600 tak ja sakta hey
      • #4 Collapse

        Re: gold markeet forex main up keu jarha hai

        Dear apko yeh malom hona chahiye k market mein kuch currency pairs aur commodities hein in mein se her aik ki price up aur down hoti hai jb gold market mein kam hota hai tu iski price up move krti hai aur jb yeh market mein ziada hota hai tu iski price down hoti hai new traders ko gold mein trading nahi krni chahiye kionkeh unk account small hoty hein aur experience bhi kam hota hai account wash hony k chances barh jaty hein.
        • #5 Collapse

          Re: gold markeet forex main up keu jarha hai

          dear ab gold up and dwon ho rha chance zada sell k hein lekin gold eik risky ur fast currency ha is liye hume is main soch samj kr kam krna chaiyeagr ap ko is main kameyab hona tu phr daily ap is main analysis ko dekhen chart ko fallow kren
          • #6 Collapse

            Re: gold markeet forex main up keu jarha hai

            Ji han yah Baat bilkul theek hai ki gold ki market up kyon ja rahi hy ham ko chahiye k hamary pass agar knowledge our experience na ho to ham ko gold per tread nahi lagain chahiye kiou k ham ko goad per loss ho sakta hy our hamara account wash ho sakta hy is leay hamain chahiye k gold per tread nahi lagain
            • #7 Collapse

              Re: gold markeet forex main up keu jarha hai

              Gold markete main kabhi up hota hai aur kabhi low hota hai hum juniors ko chaye k hum per trade na lagayen sirf wo trader es per trade kagayen jin ka account bara hai kuon k chote account wale gold perv trade lagayen ge tu mistake keren ge tu en ka account wash ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: gold markeet forex main up keu jarha hai

                G Han thek kaha apny news k mutabik bhi I think gold ki movement internationally upward jarhi hai or jaegi isliye in tmam scenario ko zehan main rakhte hue trade lagani chaye k aaya hume sell lagani hai ya buy otherwise gold ki movement fast horai hai isliye analysis karne k bad he trade lagaen to better hai.
                • #9 Collapse

                  Re: gold markeet forex main up keu jarha hai

                  Ji han bilkul aisa hi hoga aajkal bahut jyada ja raha hai aur jinke pass achcha experience hai vah gold se kafi acchi earning kar sakte hain isliye hamen chahie ki Ham gold gold per trade Karen aur acchi really happy Karen most profitable Pair hai
                  • #10 Collapse

                    Re: gold markeet forex main up keu jarha hai

                    Dear brother gold es wakt up trend main hay but es main buyers aur sellers ek jesay hain es waja say yah 1490 k aas pas ghom raha hay but jesay hi sellers apni trades open karain gay gold ek dum opar chala jaay ga aur kal eurusd ki news bi hay jis main gold k opar janay k chances hain esleay gold ko sell nai karna chaheay.
                    • #11 Collapse

                      Re: gold markeet forex main up keu jarha hai

                      Dear member mery khyal main ye to koi member bhi sahi nai bta skta k aisa kyun ho raha hay hr aik apna andaza lga kr share kr skta hay wesy ye baat boht best hay k aksr members gold pay zyada trade krty hain or gold sy zyada faeda hasil ho skta hay
                      • #12 Collapse

                        Re: gold markeet forex main up keu jarha hai

                        mara aziz members asa ni buy ya sell ni karna chaheya market ko analysis kar ka ya to phar senior sa help la kar asa agr tuka lga kar kaam karty rho ga to koi faida ni hasal ni hona es ko seekhny ka agr fees bhe daini pary to do lakan es ko achey trha seekhna chaheya tb hm samjh sakty hain kh ya forex business kia chaeaz hy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: gold markeet forex main up keu jarha hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohammadhashim پيغام ديکھيے
                          slam dear forex markeet mainm kold ka ret kis waja se up jarha hain humen pata chale k hum kase tarde karen or hum kia karna chahe hain gold ko buy karen ya gold ko sell karen or main bhut koshotsh karta hoo gold ko jab b sell karta hoo mujhe loss keu milta hai or gold markeet main up side jana hgain ya down side jana hain
                          Forex trading market Mein gold Mein movement to fast hai aur yah job hi ab side per raha hai iska main reason to US dollar ke a week hone se strong Hona hota hai lekin is dawai reasons ho sakte hain
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X