Relative strength indicator ki information

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative strength indicator ki information
    Assalam walekum Maine Jo picture upload ki hai usmein aapko bahut clear Najar a Raha Hoga ke ham relative strength indicator Kesariya Se Kaise market ko analyse kar sakte hain is Mein 2 point per market ki oversold Aur overbought Ko dikhaya gaya hai agar Ham acche tarike se isko analyse kar lete hain to trade Mein accha profit Hasil kar sakte hain
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Relative strength indicator ki information

    G han bhai ap thek kah rahay hain, RSI indicator market ko analyse karnay main bahut help karta hay q kah yah sab say best indicator hay aur es ki zayada tar predictions sahi sabet hoti hain esleay es k signal ko analysis kar k confirm kar k jo trade open ki jaay gi us say acha profit earn hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Relative strength indicator ki information

      Je dear relitive strength indicator hamy batata hai k market apni history ko repeat karti hai, ik bar market jetni down aye utni dobara b ah sakti hai, zayada tar asy he hota hai, some time market apni past down position sy mazeed down fall b kar sakti hai, hamy har waqat har chez k lae tyar rehna chahe
      • #4 Collapse

        Re: Relative strength indicator ki information

        dear friend fore trading main analese karny kelye indicator ka bhi bohot istamal kia gata hy ges sy hum achi trad plase kar sakty ain as leye hamen relative strenght indicator ko bhi zaror use karna cahye yeh ak acha indecatotr hy hum as say achi earning hasel kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Relative strength indicator ki information

          G han my dear forex friend ap n bikl sahi kaha hy kih humy Jab Bhi trade Lagani chahie to apni Pear ko jis mein Ham trade Laga rahe ho to acche tarike se analyse Karke Uske bad hi trade Lagani chahie Kyunki Hamen wo Point Nazar a rahe hoty hein Agar Hamen in point Ko acche tarike se analyse Karke trade lagaen To Hamen loss kabhi bhi nahin hoga
          • #6 Collapse

            Re: Relative strength indicator ki information

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
            Assalam walekum Maine Jo picture upload ki hai usmein aapko bahut clear Najar a Raha Hoga ke ham relative strength indicator Kesariya Se Kaise market ko analyse kar sakte hain is Mein 2 point per market ki oversold Aur overbought Ko dikhaya gaya hai agar Ham acche tarike se isko analyse kar lete hain to trade Mein accha profit Hasil kar sakte hain
            Assalam walekum Mujhe abhi tak yah Maloom nahin tha ki Ham Ek indicator Se Kaise kam kar sakte hain aap ki is trade se mujhe kuchh Idea Mil Gaya Hai Baki main online search karke Le sakti hun thank you
            • #7 Collapse

              Re: Relative strength indicator ki information

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
              Assalam walekum Maine Jo picture upload ki hai usmein aapko bahut clear Najar a Raha Hoga ke ham relative strength indicator Kesariya Se Kaise market ko analyse kar sakte hain is Mein 2 point per market ki oversold Aur overbought Ko dikhaya gaya hai agar Ham acche tarike se isko analyse kar lete hain to trade Mein accha profit Hasil kar sakte hain
              Walaikum Assalam aap ki post Kafi acchi hai jo ke relative strength indicator main market price ko bata rahi hai lekin jab tak Ham is per physically Kam Nahin Karte Hamen Achcha experience knowledge Aise Nahin hota agar Humko hi knowledge form se Hasil karte hain to use demo account per Jarur use karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Relative strength indicator ki information

                Dear apki bat bilkol thik hai indicators jab high jaty hain tw koshish karni chahye Kay trade close ki jiye Kyun Kay yah profit ka sign hai is waqt market full profit may ja rai hoti hai or jab indicators down ko jiye tw humsha buy ki trade lagni chahye kyu Kay us time market low hoti hai or till loss pay ja rai hoti hai market Kay indicator ko smjna or market ka analysis karna bohat technical hai magr jo trader sikh gya karna with kamyab hai is liye hir trader ko chahye Kay Wo demo account say practice karty rahain or apna experience gain karty rahain ta Kay trading may expert ho saky
                • #9 Collapse

                  Re: Relative strength indicator ki information

                  hamy RSI indicator ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gan kar saky gy forex aik wasee busines hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Relative strength indicator ki information

                    Walaikum Asalam thank you soo much bhht achi post ki hai ap nay .Relative strength indicator ( RSI ) ek bhttt he zabardast indicator hai and ye kehna galt ni hoga k that RSI is father of all indicator 💪👨 . Kiyo k relative strength indicator wo kush point bhi show karta hai jo bazahir chart m bhi nazar ni arhi ho agr ap proper analysis kary bht dehan say to ap ko bhi samhj ajye ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X