jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo
    Dear member ager hum forex trading kartaa ha to per be hum ko chaheya ka hum planning ka sath trading start kardaa q ka ager hum planning ka sath enter hotaa ha to per hum ko achi earning hoge or ha hum ko har kaam ma planning karni chaheya to best hoga...........
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

    Planning bohot zarori hai is lia forex mai planning lazmi karian agr ap planning nahi karin gain tu forex mai ap acchi trade open nahi kr saka gain planning ka sath chalian or acchi trade open karian planning s kia gya kam loos nahi data serf profit hota hai
    • #3 Collapse

      Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

      اصل پيغام ارسال کردہ از: apnakhan پيغام ديکھيے
      Dear member ager hum forex trading kartaa ha to per be hum ko chaheya ka hum planning ka sath trading start kardaa q ka ager hum planning ka sath enter hotaa ha to per hum ko achi earning hoge or ha hum ko har kaam ma planning karni chaheya to best hoga...........
      Assam Alaikum Forex trading business Duniya ke mushkil tareen Business mein se ek business hai agar Ham proper plan ke sath apni trade ko market Mein entry Karvate Hain To Jyada chances Ban Jaate Hain Hamen Forex trading se profit Hasil karne ke
      • #4 Collapse

        Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

        Khan bahe planning he trade ki backbone samji jati hai, trade ki planning sahe hai to trade profit dyti hai, beginners ko chahe k wo demo sy he planning py full focus karyn, real trading ma b new member ko chahe ko wo lot size kam sy kam rakhyn, start ma just planning or experience py concentrate karyn,
        • #5 Collapse

          Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

          Agr forex trading mein kamyabi hasil krni hai tu planning k sath market mein enter hon kionkeh jb aap trade open krny se pehly money management achi tarah krty hein jis mein risk level ko decrease kia jata hai tu phr trade bhi profit mein close hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

            G Han thek kaha apny har busines main jaise planning ki jaati hai wese he hume forex main kaam karne k liye sakht mehnat or full proof planning ki zarurat hoti hai jis k zaruri hai k complete planning k sath trade lagai jae taa k apko loss hone ki Surat main andaza ho k next step Kia laina hai.
            • #7 Collapse

              Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

              g bilkul kisi b kamm ka liya palaning ka hona bohat zarori hota planang ka bgair koe b kmm krain ga to qamyabi namumkin hoti ha is liya kisi b kam mn planninorg honi chahiya isi trha forex mn b planning ka sath kmm lena chahiya or soch samj kr trade lgani chahiya or knowledge b hona chahiya jiss sa qamyab ho skty hn
              • #8 Collapse

                Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

                dear bhi ap ny acha swal ask kya hy k really jo bhi kam start karrin is main complete arrangement honi chye q k hum is time tuk success achieve nahi kar sakty hein jub tuk khud ko set na kar lyein k kon sa kam more time per humary lyein correct ho g so timetable hi man ki life ko change kar deta hy.
                • #9 Collapse

                  Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

                  Gee haan Aap nay theek farmaya forex trading mein Kaam krtay hai iss mein planning krni chaiy iss say hum achi trading Kar saktay hai iss say hum ko profit bi acha milta hai planning ka sath Kam kroo gay tu koi tanshion nhi ho gi
                  • #10 Collapse

                    Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: apnakhan پيغام ديکھيے
                    Dear member ager hum forex trading kartaa ha to per be hum ko chaheya ka hum planning ka sath trading start kardaa q ka ager hum planning ka sath enter hotaa ha to per hum ko achi earning hoge or ha hum ko har kaam ma planning karni chaheya to best hoga...........
                    Yah Baat aapki bilkul theek hai kya Hamen chahie ki Ham form per acche se acchi post Karen mehnat se kam Karen Jitna jyada ho sakta hai planning ke sath kam Karen aur Allah ka naam Lekar kam Shuru Karen aapka kam bahut Achcha hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

                      Dear member ap nay sahi kaha ap ki post boht achi post hay ye aik haqiqat hay k agr hr aik kaam krnay sy pehly us kaam k liye proper aik plan bna liya jaey to is trha wo kaam boht best trha sy kiya ja skta hay sb forex members ko bhi yehi treeqa apna lena behtr ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

                        han bro hum jab be is main kam krein tu hume is main planing k sath kam krna chaiye ur hume is main eik target set krna chaiye os k mutabiq agr hum work krein gey tu hi kameyab ho sakte hein
                        • #13 Collapse

                          Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

                          Hamesha koshish karen ki planning ke sath Chalen Kyon Ke Forex trading business mein planning ki bahut hi jyada hoti hai agar aap ki planning bahut jyada acchi Hogi to aap ki trading per Achcha Asar padega aur aap bahut accha on kar Sakoge isliye aap ki planning acchi learning acchi skills yah sab chijen bahut ummid rakhti hai Forex trading business mein
                          • #14 Collapse

                            Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

                            Business or goal koi bhi ho humsha planing karni chahye Kyun Kay planning say goal achieved karne may asani hoti hai forex trading business bht hi profitable business hai yaha easy say achi earning kamai ja sakti hai forex may kamyabi Kay lye trader ko planning karna bohat zarori hai or huMsha koshish karni chahye Kay jitna ho saky apna kam planning Kay through hi kiya jiye ta Kay kamyabi hasil ho jab trader apna goal plan kar lyte hian tw Phir khob mehnat say goal ko hasil karne ko koshish hoti ha hir traders ki planning say humain future may ane wali situation distrbe nahi karti..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jab be koye kaam karoo to planning ka sath karoo

                              G han my dear forex friend ap n bikl sahi kaha hy Jab Bhi Ham Koi kam start karen to usmein planning ka hona lazmi Hota Hai isliye Fox Mein Jab Bhi Ham trade lagaen to acche plane ke sath lagaen market ko acche se analyse Karke Uske bad lagaen to Inshallah Hamen kamyabi Hogi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X