< Why trader can loss their first balance? >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Gee mery bhai ap ki baat durast hai k es market mai zada tar new traders apnay balance ko nuskan mai tabdil kr datay hai es ki waja ya ha k en ky pass knowledge bohat kam hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      simple si baat hai k experience nahee hota hai aor learning nahee hoti hai is liye log apnae first bonus wash kar dete hain is lye new traders ko chaye k pehle learning kare phir trading start kare phir hi wo trading se kuch hasil kar sakte hain
      • #78 Collapse

        Jab traders enter hotey hain to un ka knowledge nahi hota, is leye woh nuqsan utha letay hain lekan jaisey jaisey un ka experience barhta jata hy, un ka knowledge bhi barhta jata hy aur un ki trading perfect hoti jati hy. Start main loss hona yaqeeni hota hy lekan hamain experience bananey key bad loss nahi krna chaheye.
        • #79 Collapse

          forex trading kafi risky kaam hai aur forex market bohot he ziada unpredictable markt hai iss liye iss market mai jo b new log trading kartay hain un ko aksar lack of knowledge ke wajha say aur experience na honay ke wajha say trading kay start mai loss ho jata hai.
          • #80 Collapse

            kio k un ko zeada paractis nai hoti hy our who new aty hi forex ko mazakh samaj lyty hy who samajty hy k ya bhot ehsan kam hy ismy bethy bethy pasy mil jaty hy is waja sy un ko loss ho jata hy our jab bhi koi new ho to my ya hi khna chata ho k bhai ya forex binsess hy our ya real bisness hy ismy bhot mhnat krni prti hy
            • #81 Collapse

              dear expernice ka na hona hi loss ka sabab ban jata hay 1st balance har trader hi loss karta hay magar bad me jab wo expernice hasil kar leta hay to acha trader ban jata hay
              • #82 Collapse

                First balance is leye zaya ho jata hy keh aap key pas ziada knowledge nahi hota aur aap loss ko control nahi kar patey. Jaisey jaisey experience barhta jata hy, aap ki trading perfect hoti jati hy aur aap first balance ko safe krney key leye different techniques aur strategies use krtey hain aur yun loss ko control krna seekh jatey hain.
                • #83 Collapse

                  Ap ki baat theak hai k es market mai bohat say traders loss krtay hai. Es ki waja ya hai k en ky pass knowledge aur experience nahi hota his ki waja say forex market mai loss hotay hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #84 Collapse

                    hum is main agr success hasil karna chahty hain to humain to practice say kam karna hog a jis say humain loss km ho ga humain demo ko use karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti magr is main low risk main kam karna sai hay
                    "The mind is everything, What you think you become"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X