thread k rule be hume pta hone chaiye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thread k rule be hume pta hone chaiye ?
    asslam o alikam dear is main bohat se log thread open tu kr lete hein lekin unko thread k rule k bhre main pta na hota thread krni ha tu rule ki info honi chaiye thread wohi is main qabool hoti hai jo phaly se majood nai ho hume phaly forum main check kr lena chaiye k hamre topic py phaly thread open tu nai ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: thread k rule be hume pta hone chaiye ?

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe achi thread woh hi kar sakta hey jiss ko rules ka pata ho kiun k jab bhi thread karen repeated ya copy thread nah karen uss men achi suggestion ya advise share karen acha question ya topic ho aur achi briefing honi chahiay
    • #3 Collapse

      Re: thread k rule be hume pta hone chaiye ?

      Assam alaikum zebra bilkul hamen bhi pata hona chahie kyunki jab hamare paas knowledge hoga tabhi Ham Pakistan form per achcha bonus hasil kar sakenge aur achcha knowledge hasil kar sakenge isliye hamen jyada focus hai vah forex trading per bhi Karen aur Pakistan posting per bhi Karen aur hamen chahie ki ham har post ko read Karen
      • #4 Collapse

        Re: thread k rule be hume pta hone chaiye ?

        g bhai jan kuch new mebers jin ko ptta nh hota wo copy ker k thread ker dety hain mtlab us men tori bhot chaning kerty hain.aor is k illawa jab bwo same threads kerty hain to aik to wo threads delete ho jati hain aor dosra ye hai k threads k satrh sath jin logon ny ans kiye huwe hoty hain to un k jwabat bhi dell ho jaty hain.is liye mherbani frmain new threads kerny kaily phly waly threads ki copy na kiya kren is hamra bhi loss hota hai aor apjka bhi.
        • #5 Collapse

          Re: thread k rule be hume pta hone chaiye ?

          Threads create krny se pehly apni history check krni chahiye tah k threads delete na hon aur threads mein forex se related knowledge share krna chahiye agr topic se hat kr thread create krengy tu woh foran remove kr diye jaty hein.
          • #6 Collapse

            Re: thread k rule be hume pta hone chaiye ?

            G Han thek kaha apny jab bhi threat lagai jae to US main New or useful information honi chaye taa k sab ko iska faida ho specially new memebers ko forex k hwale sy achi information hasil ho or hamesha koshish karen k achi or quality threat karen.
            • #7 Collapse

              Re: thread k rule be hume pta hone chaiye ?

              gee han bilkal dost ap ne thek kha hai bohat se log is main extra thread open krte hein bhai is maina gr hum thread open krte hein tu hume thread k rule ka be pta hona chaiye same thread delete ho jati hai alag se topic use kiya kren
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: thread k rule be hume pta hone chaiye ?

                forex main hamy threads ky rules ka be elam hona chahey pe he hum meyare threads replay kar sakty hain hum is main aik din main aik account main 4 threads karty hain agar hum is main 3 threads kary gy to hamra targat be pura nahe ho ga hamy threads ke liment ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy limat main rahaty howy kam karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: thread k rule be hume pta hone chaiye ?

                  g han bhai janap ny bilkul sahi bat ki hai main api bat se sehamt krta hun forex forum k sub he roles ka pta hona zarori hai or jub pta hota hai tu apko un par amal bhi krna hota hai es liye hmaisha apny kam ko roles k according karen ta k apko ksi bhi trha ka koi bhi masla na ho or jub tak hum apni trdaing main achi eraning nahi kar lety hum kamyb nahi ho skty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: thread k rule be hume pta hone chaiye ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
                    asslam o alikam dear is main bohat se log thread open tu kr lete hein lekin unko thread k rule k bhre main pta na hota thread krni ha tu rule ki info honi chaiye thread wohi is main qabool hoti hai jo phaly se majood nai ho hume phaly forum main check kr lena chaiye k hamre topic py phaly thread open tu nai ha
                    Assalam walekum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Hamen posting ke Rul Rul Pata Hona chahie Kyunki Hamara Forex trading Mein kam karne ka yah first step hota hai agar Ham firststep Mein Hi wrong Honge to Aage Kaise right Ho Sakenge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X