Abandoned Baby Candlestick Pattern (Introduction)
Assalam o Alaikum Dear Friends and Fellows, Abandoned Baby candlestick pattern ek rare lekin powerful reversal pattern hey jo trend ke end par form hota hey. Yeh pattern dono uptrend aur downtrend main ban sakta hey, aur yeh market main ek significant reversal ka indication deta hey.
What is an Abandoned Baby Candlestick Pattern?
Abandoned Baby pattern teen candles par mushtamil hota hey:
ek downtrend ke bad yeh pattern form ho, to pehli candle bearish hoti hey, phir ek Doji banti hey jo gap down ke sath open hoti hey, aur teesri candle bullish hoti hey jo gap up ke sath open hoti hey. Yeh signal deta hey ke selling pressure khatam ho raha hey aur buying shuru ho sakti hey.
Abandoned Baby Bearish Pattern (After Uptrend)
Is case main, pehli candle bullish hoti hey, phir Doji gap up ke sath banti hey, aur teesri candle bearish hoti hey jo gap down ke sath open hoti hey. Yeh indication hey ke uptrend ka momentum khatam ho raha hey aur market reverse kar sakti hey.
Significance of the Abandoned Baby Pattern
Yeh pattern market ke sentiment main aik dramatic shift ko dikhata hey. Jab yeh pattern banay, to yeh strong signal hota hey ke market main ya to buying ya selling pressure bohat zyada hey, aur agla movement iss pressure ke opposite hoga.
Trading Strategy Using Abandoned Baby

- First Candle: Pehli candle trend ke direction main hoti hey (uptrend main bullish aur downtrend main bearish).
- Second Candle (Doji): Doosri candle ek Doji hoti hey jo gap ke sath open hoti hey, matlab ke iski body bohat choti hoti hey ya lagbhag non-existent hoti hey. Is candle ka koi shadow nahi hota ya bohat choti hoti hey.
- Third Candle: Teesri candle opposite direction main hoti hey aur woh bhi gap ke sath open hoti hey. Uptrend ke bad yeh bearish hoti hey, aur downtrend ke bad bullish.
ek downtrend ke bad yeh pattern form ho, to pehli candle bearish hoti hey, phir ek Doji banti hey jo gap down ke sath open hoti hey, aur teesri candle bullish hoti hey jo gap up ke sath open hoti hey. Yeh signal deta hey ke selling pressure khatam ho raha hey aur buying shuru ho sakti hey.
Abandoned Baby Bearish Pattern (After Uptrend)
Is case main, pehli candle bullish hoti hey, phir Doji gap up ke sath banti hey, aur teesri candle bearish hoti hey jo gap down ke sath open hoti hey. Yeh indication hey ke uptrend ka momentum khatam ho raha hey aur market reverse kar sakti hey.
Significance of the Abandoned Baby Pattern
Yeh pattern market ke sentiment main aik dramatic shift ko dikhata hey. Jab yeh pattern banay, to yeh strong signal hota hey ke market main ya to buying ya selling pressure bohat zyada hey, aur agla movement iss pressure ke opposite hoga.
Trading Strategy Using Abandoned Baby
- Wait for Confirmation: Is pattern ke bad hamesha confirmation ka wait karna chahiye, take yeh pata chal sake ke reversal sach main ho raha hey.
- Stop-loss: Agar ap bullish trade enter kar rahe hein, to stop-loss Doji ke neeche lagayen, aur bearish trade main stop-loss Doji ke upar lagayen.
- Volume Analysis: High volume ke sath agar yeh pattern form ho, to iska signal zyada strong hota hey. Isliye volume ko zaroor dekhein.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим