Trade with emotions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade with emotions
    Jab kisi trader ko loss hota hai to wo apna loss jald az jald recover karnay ki koshish karta hai aur is k lye wo emotions k sath bari lot laga kar trade shuru kar deta hai jo k us k lye bohat dangerous hai aur aksar aesay logon ka account wash ho jata hai. Emotion se bach kar trade karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade with emotions

    trading Mein Hamen Hamare motions per control Rakhna Hoga tabhi Ham Forex Mein Kshetra Dabang Sakenge Hamen koshish karni hai kya am Jyada Se Jyada Apne motion per control dalen Kitna Saddam Forex Main Apni motion per control Dalenge Itni Jyada Forex Mein Kamyab Ho Jaenge Kamyab trader Ban Jaenge isliye main koshish karni hai Jyada Se Jyada emotion per control key
    • #3 Collapse

      Re: Trade with emotions

      hamy emotional nahi hona chaey hamy aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik legal business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana sakty hain forex aik wasee business hain hum is mai bager pasao ky acount bana kar be kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade with emotions

        hamy emotion ho kar market main trade open nahe karna chahey hamy loss ho jay ga is main market yai broker ka koi qasur nahe hota loss hum apny emotion ke waja sy karty hain hamy market main confidence sy trade open karna chahey yai aik wase business hain hum is main kam kar ky amount hasil karty hain or apne needs ko pura karty hain
        • #5 Collapse

          Re: Trade with emotions

          Sir mery kheyal men to hamen trading men emotions say kam ni lena chahey bal k hamen emotions say avoid kar k un pay control karna chahey phr ja k hum is business men success hasil kar saken gy kbi b trading men emotionally ho k kam mat karen kion k esa karnay say humko loss b ho sakta hy
          • #6 Collapse

            Re: Trade with emotions

            Agar aap is market Mein Kamyab Hona chahte hain aur long time is business ko chalana Chahte Hain To Kabhi Bhi Apne emotions ko use karte hue trade mat Karen Kyunki yah bahut hi Khatarnak Kamal hai aur iski base per aap is market mein jyada saste nahin kar sakte
            • #7 Collapse

              Re: Trade with emotions

              Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien zyada knowledge yani zyada tajerba hasil kerte hien tu ham as mien zyada kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien her bar tajerba hasil karna hota h
              agar ham as mien tajerba hasil kerte hien aur ham ko as mien kabhi b emotional ho ker kaam nahi karna ga aur as mien ham ko kamaee karna ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: Trade with emotions

                Market ke bare mein analysis nikalna Zyada Mushkil Kam Nahin hota hai aapko iske liye thoda sa just working karna hota hai aapko iske liye group chat ki help se lining create karna Hoti Hai jitni Jyada aap Log Yahan Par graph chart ke aapse working Karenge aapke liye utna kam Aasan ho jaega kam Kabhi back side Ki Taraf Na soche kya aapane yahan par kaise kam karna hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trade with emotions

                  hamien emotions k sath kahbi bi trade nhe lagnay chaye kun k is sy hamien loss bhi hosakta h aru ham is mn apna acount wash bhi kar sakty hn so hamein chaye k ham is mn bilkul fresh mind k sath trade lien aur apna acount bhi save karein aur khud ko bhi worna ham pher emotions mn aker apna acount wash bhi kar sakty hn jis sy hamen is sy kafi loss hosakta
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade with emotions

                    hamy emotions ko ktem karna ho ga hamy aik time table bana kar ka karna ho ga forex aik unique busines hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik asa business hain jo hamy learning or earning deta hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X