Mehnat aur confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat aur confidence
    Assalamu alaikum my dear friend and all members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji han yah Baat bilkul thik ache ache mehnat Aur confidence mehnat aur confidence Aisi chij Hai Jis per Ham Kamal Karke Pakistan Forex Mein Kamyab ho sakte hain Achcha bol Nashik kar sakte hain aur trading mein agar confidence per Jyada tavajjo di jaaye To Ham Achcha profit Hassan kar sakte aur loss a bi sakte hain isliye abhi chahie ki mehnat aur confidence per Jarur den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat aur confidence

    My dear member Humko chahie ki Ham mehnat aur confidence Karen Agar Ham mehnat Karenge Jyada Se Jyada kam Karenge acchi quality wali post Karenge To Ham acche thanks Hasil Karke Achcha bolane se Hasil kar sakte hain aur trade Lagate Waqt Agar Hamare andar Achcha confidence Hoga To Ham sahi tarah se trade laga ker achA profit hasil ker sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat aur confidence

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achaa confidence meltaa ha es leya hum ko chaheya ka hum lot of hard work karnaa hoga per he hum ko acha experience meltaa ha..........
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat aur confidence

        Je dear mere khawal ma mehnat or confidence bhot apas ma linked hai, mehnat ho gi to confidence aye ga kiu k ham achi knowledge sy khud ko satisfied mehsoos karty hai es sy he confidence ata hai, forex ko daily use karyn gy or kuch na kuch sekhyn gy to he confidence aye ga, asa possible ni hai k ham forex ko time b na dyn or confidence b gain kar lyn
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat aur confidence

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men mehnat aur confidence dono kamyabi hasil karnay men help kartay hen iss khud pe depend karen aur self confidence ko improve karen aur acha knowledge aur experience hasil karen aur phir mehnat karen tu jaldi kamyab ho saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat aur confidence

            hi dear friends umeed karti hun k app sb theek hun ge ma yeh kehna chati hun k hum ko apni trade Lagate Waqt Agar Hamare andar Achcha confidence Hoga To Ham sahi tarah se trade laga ker achA profit hasil ker sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat aur confidence

              Asslamu Alakum dear friends hn dear ap ki bat theek hai ak mhnt r dosra confidenc bht ahm hun kmyyabi k ly agr hm min ye chez hai hum kmyyab hun forex p learn k bd earn hai
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat aur confidence

                Confidence me agar ezafa ho sakta hay to mehnat karny key base par hi ham apny confidence me ezafa kar sakty hey, mehnat har condition me karni chaye agar ham trading me profit earn karny ki position me be ajaty hey to per be mehnat stop nahi karni chaye es mehnat key base par ham mazeed kamyab be ho sakty hey traders key ley mehnat karna aur confidence increase karna es business me kamyab hony key ley bahot zarori hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat aur confidence

                  g han forex ma kamyab hone ke liye mehnat or confidence dono boht zarori hen ager ap ko hud per confidence ho ga ke ap mehnat ker ke kamyabi hasil ker sakte hen to ap zaror kamyab ho ge kyun ke mehnat ke bagair kamyab hona boht mushkil ha jo log mehnat nhi kerte wo humesha nakam rehte hen mehnat hi kamyabi ka rasta ha is liye cinfidence ke sath mehnat keren
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat aur confidence

                    forex min just mhant aur focus on work he sub kuch hy..ap mhnat zda say zda karyn apny kam per focus karyn posting ki quality ko acha karyn.agar zda bonus earn karna hy to posting ko acha karyn is say zda earning easily hoge fazool posts bilkul na karyn.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat aur confidence

                      G bilkul forex trading me kamiyab hone ke liye mehnat ke sath aur confidence ke sath trading karna bohat zaroori ha agar ap ache confidence ke sath trading nahi Karo ge to ap se achy trading nahi hogy aur agar ap achy trading nahi Karo ge to apko acha profit bhi nahi mile ga aur mehnat karna to must hota ha mehnat kie beghair apko kisi bhi kaam me kamiyabi nahi mile gy
                      SUMIYA TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat aur confidence

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Sanwal پيغام ديکھيے
                        Assalamu alaikum my dear friend and all members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji han yah Baat bilkul thik ache ache mehnat Aur confidence mehnat aur confidence Aisi chij Hai Jis per Ham Kamal Karke Pakistan Forex Mein Kamyab ho sakte hain Achcha bol Nashik kar sakte hain aur trading mein agar confidence per Jyada tavajjo di jaaye To Ham Achcha profit Hassan kar sakte aur loss a bi sakte hain isliye abhi chahie ki mehnat aur confidence per Jarur den
                        Walaikum assalam Ji Bhai Jaan yah Baat bilkul theek hai agar Ham Forex trading business Mein hardworking se kam karte hain aur ham full confidence hote hain Apne trade ko lagate Waqt To Achcha profit earn kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat aur confidence

                          Members confidence sirf mehnat k baad e hasil hta hay or jo shakhs jitna zyada mehnti hta hay wo utna e zyada confident hta hay is liye ye dono aik seerhi ki trha hain dono ko sath lay kr chlna zrori hay in dono qualities ko utilize kr hi kmyabi mumkin ho jati hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat aur confidence

                            Boss aap ki baat belkul durast hai aur mehnat wo cheez h jo ham ko kamyabi dela sakti h as lyee ham ko as mien apne lyee agar kamyabi hasil kerna h tu ham ko her kaam mein mehnat kerna hota h aur ham ko as mien mehnat ker k
                            as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien mehnat kerna zarori h aur jab ham mehnat kerte hien tu as mien sab kuch ho sakta h aur jo na mumkin lagta h wo b ham hasil ker sakte hien
                            as lyee ham ko as mien apne lyee mehnat kerna hota h aur as mien kamaee kerna hota h aur mehnat kerne say ham mien confidence a jata h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat aur confidence

                              forex trdaing main kamyb hony k liye apko boht mahnat krna hoti hai jub hummahant karty hain tab he hum apni trdaing main confidence increase kar skty hain warna hmain loss zyda hota hai or hum apni trdaing main kbhi bhi achi eraning nahi kar skty hain tu hmaisha confidence k sath trdaing karen jitna dar hota hai otna he apko loss hona yakini hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X