Confidence ki importance...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence ki importance...
    Forex trading men confidence ki bohat zyada importance hai. Jab apko khud per confidence nahin ho ga to ap thek tarah se faisla.nahin kar saken gay jis ka result b acha nahin aye ga. So khud per confidence peda karen aur achi trade karen....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence ki importance...

    Assalamualaikum dear friends kese hain aap sab mere dost nay bahot achhi baat share ki hay kay forex business main conference bahot zaroori hay hamain forex business main kamyaabi kay liay confidence chaheye oar confidence serf oar serf mehnat say hasil hota hay hamain ziyaada say ziyaada time forex forum main dain oar confidence hasil karain
    • #3 Collapse

      Re: Confidence ki importance...

      Forex trading me confidence ki bohat ziyada importance hoty ha jo log ache confidence ke sath trading karte ha wo kamiyab ho jate ha aur acha profit hasil karne me kamiyab ho jate ha lekin jin logo ke pas confidence nahi hota wo achy trading nahi kar sakte aur unko nakaami ka samna karna parta ha is liye agar ap achy trading karna chahte ho to apne confidence ko increase karo aur ache confidence ke sath trading karo
      SUMIYA TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Confidence ki importance...

        dear friend forex main yeh zarory hy k ap k pass confi danse ho agar ap main confidanse hoga tab hi ap market main in ho pain gay aur achi strastgy say market say profet lay pain gay hamesha confi danse say hi trade karen
        • #5 Collapse

          Re: Confidence ki importance...

          dear bahi ap ny correct swal ask ky hy k really humein her chees main confidence ka hona necessary understand kya jay q k koi bhi success hasil karna hy tou is main khud per trust hona is too much necessary hy aur apny kam ko mehnat ky sath jary rakhein .
          • #6 Collapse

            Re: Confidence ki importance...

            Confidence aik behtareen cheez hai jab ham confident hokay iss Mai trade karaingay to ham ISS Mai acha profit Kama sakaingay aur confident hokay trade hokay ham uss waqt Kar sakaingay jab ham ISS ko achai tariqay say seekengay aur experience gain Kar sakingay.
            • #7 Collapse

              Re: Confidence ki importance...

              So nice my dear ap ny thk kha hy .forex trading is tha best business of pakistan so as ko karny kaly forex ki complete information aur knowledge ko gain kry ky khud ky confidence ko gain karna ho ga tb hi hum forex business ky achy trader bn jain gy .
              • #8 Collapse

                Re: Confidence ki importance...

                Forex trading business my confidence ki bohat value hai jo traders confidence say forex may kam karty hain or information or knowledge dOsro sath share bhi karty hain or khud bhi hasil karty hain or during trade confidence ho kay trading karty hain or loss ka khofff nahi kahty ase traders kamyab hoty hain is liye hir trader ko chahye Kay Wo confidence gain karin or koshish karain kamyabi hasil karne ki
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence ki importance...

                  Forex mai confidence ke buhut bari importance hai agar ham.confident hokay issmai trade karaingay to yaqenan hamai aik acha profit hoga aur ham.achanprofit kamanai mai kamyab ho sakaingay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence ki importance...

                    dear friend ap ki bat se totally agree karti hun forex trading men confidence ki ahmiyat se inkar Nhi kiya ja sakta hai but es ka y mtlb bhi nhi hai key ap over confidant hujaen confidence achi bat hai but over confidant huna nuksan ka bais hu sakta hai .
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence ki importance...

                      aslam o alikam g han bhai confidence ki imortance bot zarori huti ha khas ker ke business ma tu ap ko pora itmad huna chaye apne ap ke ap ye kam ker sakte ha bena itmad ke ap business ma kabi bi kamyab nhi hu sakte forex ma kam kerne kelye ap ko puritmad huna chaye teb jaa ker ap ik ache trader ben sakte ha tu sabet huwa ke forex ma itmad ki kini ehmaiyat ha pher ap mehnat karen ap kabi nakam nhi hun ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence ki importance...

                        salam friends apk andar confidence us time ata hai jb apk pas kisi kam ke mutalq khob knowledge hota hai to unk andar confidence boht ziyada hota hai.qk apk andar knowledge hi apk andar confidence pyda krta hai.to apna knowledge ziyada say ziyada increase krty rahin.
                        Jazak ALLAH ツ
                        • #13 Collapse

                          Re: Confidence ki importance...

                          Asslam o alaikum g billkul forex ma confidence ki bohat ahmiyat ha keon ka is market ma AP ka confidence hona chahia keon ka confidence ho ga tu AP ak acha profit gain kran ga or kamyab ho sakta han
                          • #14 Collapse

                            Re: Confidence ki importance...

                            Yes confidence kafi zroori hota hai iss ke Bina hum faisla nai KR pate keh humen kb trade lgani chahye kb nahi kb close krni chahye aur kb nahi aise kayi faisle krne ho skte Hain I think to
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Confidence ki importance...

                              Bhai jan forex main confidence ki bahut ehmiyat hai ager hamare pass acha confidence hoga tu he hum acha profit haisl ker saket hain hamare trade ager los main ja rahe hai tu hum ko es ko close nhi kerna chaye bal k es k profti main aane k intazxar kerentabi hum kamyab ho saktre hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X