kia forex ak adiction ki tarhan ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    forex business adicition ki treah nhi hay forex business hay ap es ko adicition say compare nhi kr sakty es business main boht say log job karty hain jo apny knowledge or experience k bal boty pr achi earning karty hain ye business ksi sort bhe adicition jasa nhi hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      nahi dear yah aik business hai yah nasha nahi hai han log is sa love karta hain kion k yah aik achi income data hai aur jahan sa logon ko income aur knowledge milti hai tu log us sa love karta hain
      • #63 Collapse

        Well, is trah tou dunya kay zyada tur kamon ko hum addiction keh sktey hen kyn kay zyada tur businesses zyada profit zyada income generate kernay k liye kery jatay hen or sub logon ka yeh he kahyal hota hay kwoh zyada say zyada mehnat ker kay apnay business ko aagay lay ker jaen gay, ager yeh addiction hay bhee tou aik positive kisam ke addiction ahy.
        • #64 Collapse

          it is not addiction but when any one able to earn regular profit from forex trading then it is very difficult to stop his trading and give more time to forex. it is very difficult to give more time to Forex Trading and while I do not have anything I them, but the addiction.
          • #65 Collapse

            mujhay to aysay hi hai. forex ka kaam mujay to addiction ki tarhan hi jakra hua hai. jab market band bhi hoti hai to main apna account deekh kay aur market analysis kar raha hota hun. last six months waghaira ka analysis kar raha hota hun ya phir aus particular currency ya symbol kay about study kar raha hota hun kay ais ka behavior ais tarhan ki situation main kesa hota hai.
            • #66 Collapse

              Asalam-O-Alaikum Dear Friend , nahe bhi our haan bhi kyounke addiction main tou insan ki halat kharab hoti hain na ager koi cheze na milay pr forex main aesa nahe hai hann insan bechain rehta hai es main.
               
              • #67 Collapse

                to some extant u r right. jb ap forex py earning start kr daitay hain to ap ko iss ki adat ho jatii haa laikin its positive sign for you bcz u r not going to addict to harmful thing. insan ko apni social life ko b zehan main rakhna chahiye au har time profit aur loss k baray main ni sochna chahiye..
                • #68 Collapse

                  G bilkul aap kehsakte hain kiun k forex per bohat kuchh hai jis se hamein faida utha sakte hain aur jab forex per login hojate hain to phir hamein itna kuchh seekhne ko milta hai k jis se hamari personality groom hoti hai aur hum acha amount bhi earn karsakte hain.
                  • #69 Collapse

                    hum log forex online tread business me kam karke bohat kush learn kar te hai par mujhe nehi lagta k forex koye education ki tarha kehi hai kyun k is me se hum koye institute se jaise koye educated hota hai wase nehi hota hai par hum eah kah sakte hai k is me se hum learn jarur karte hai aur apni knowledge ko increase karte hai
                    • #70 Collapse

                      Trading m lutf to bhot ha or traders is k bina reh b nai skty lkm mara zati experience ha k new traders to is s kafi mutasar hoty ha lkn jab traders senior hoty jaty ha is k nasha kam parta jata ha or wo phr positive trading ki taraf bhrty ha. or kam waqt or tenssion m zada gain krny lag jaty ha...
                      • #71 Collapse

                        yea it is true saying forex aik addiction ke tarha he hay ku kay jo sakhs isay ik bar join kar lata hay to chorna mushkil ho jata hay so it is true
                         
                        • #72 Collapse

                          Yes bhai main to addict hi ho gya hu yaar forex main aajkal ab to dil nhi nhi lagta hai iske bina daily market ko dekhte rehna kaafi acha lagta hai or aajkal to Saturday or Sunday nikaalne bhi kaafi mushkil ho jaate hai baaki 5 din time ka pata hi nhi chlta hai kise chale jate hai
                          • #73 Collapse

                            jb paisa kame ki bohut khawaish ho tb ye nashe ki taran hota hai normal tareqe se chalo tu baqi masrofiyat hoti hain wahan bhi time dena hota hai ager nashe ki taran sawar kr lein tu kaheen loss na kr jaein.
                            • #74 Collapse

                              i think that forex is addiction because one can earn money by working at home, which is a great facility for recent days. And he cant find any other job that is as easy as forex, so gaining money is addiction, and thus forex is also addicition.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                g nhi janab asi baat bilkul nhi hi , dear forex aik assaa busienss hi jahaa pey ap anpni mrazi key motabik kaam kar sakty hn oor ye koi nashaa nhi hi ye sab sye best online busienss hi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X