kia forex ak adiction ki tarhan ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Ge haan bilkul trading is addiction, Once you have started forex you feel that you can not stop yourselff from trading
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      Forex ko hum kisi had tak yeh keh saktay hain k yeh aik adiction ke trah hai aur humein apnay kaam ke addiction honi b chaheye iss mein koi harj b nehi hai lekin iss k saath saath humein apni family aur social life ko b ignore nehi kerna chaheye bal k saath saath le ker he chalna chaheye.
      • #468 Collapse

        jee han sahi kaha app ny ye business ek nashy ki tarhan han jis main jitna app sekhty han utna app r zada trade karty han r zada sy zada profit hasil karna chaty han r har waqkt app k demagh main yehi business chalta rehta hai tu mere dost ye business ek nasha hai.
        • #469 Collapse

          Yeh boht hi interesting business hy jis me sab se achi bat unlimited earning hy or wo hum serf acha knowlage hasil karney k bad hi hasil kar sakty hain .Forex waqai me aisa business hy jis ko chordhna boht hi mushkil hy.
          • #470 Collapse

            jee han bahi jan forex kay bary main jis nay knowledge hasil kar lia hia aur us say profit earn kar raha hain to forex us kay liy aik esi adit ban jati hai jis main jab tak wo kam na kariy to us ko kabi be sakon nahi milta hia.
            • #471 Collapse

              ek addiction ki tarha hai kyun ke mujhay ajj tak koi addiction nahi hua iss kaam mein aur mai bas normal earning chahta hun is kaam se ziada rich nai hona chahta.
              • #472 Collapse

                dear friend , ye koi nasha nahin hai , haan albatta jab kisi trader ko regular profit ho raha hota hai to phir wo trade ke baghair nahin reh sakta , kiyun ke wo janta hai ke wo jo bhi time trade per laga raha hai uss se wo apna profit mazeed barha raha hai
                • #473 Collapse

                  yey baht he khob surat he business he lekin hm log isko samjhne k baghir he trading sharoo kr dete hain is trah nhi krna chahy hamain sirf sell aur buy ka patta he keh kaise hota he baqi indicator ka koi patta nhi .
                  • #474 Collapse

                    haa bilkul forex aik addiction ki tarah hee hey or chunkey baaz addiction aap ko faida kam nuqsaan zyada deta hey tho isi tara ye business aap ko nuqsaan kam or faida zyada deta hey or addiction is lye hey key kisi trader ney aik baar doobki lagyi hoti hey usko is kaam ka chorhna mushkil hota hey
                    • #475 Collapse

                      ni bahi forex to aik trade hy aik job hy jis sy ap ana halal ka rozgar kamaty ho. agr ap yeh chorna chahento koi muskel ni ap es ko chor kr koi or kam b start kr skty ho hr job ki tarah
                      • #476 Collapse

                        Yes of course it can like as addiction for some peoples who just want to do this forex trading business all the time, and want to earn lots of income just only from the forex, but some peoples are doing this trading business as a part time and earn income great from it.
                         
                        • #477 Collapse

                          ji han kafi hadd tak aisa he hai k jo trade karta ha or profit ka maza le leta ha pher chora nahi jata ye trade karna ya rehna mushkil hota hai is k bina but kuch hadd tak lalach bhi hti hai or kabhi kabhi hamare dreams unhy fullfil karne k liye hard work karty hain or trade chor nahi paty k jab tak kuch kar na lein to ise chorein bhi na
                          • #478 Collapse

                            Jee nahi forex trading bilkul bhi addiction ki tarah nahi hai aur iss ko addiction ki tarah samjhna bhi nahi chaiye kyunkey iss mein aap apni dimaghi haalat ko kho dengay iss liye bethar hai kay aap iss ko ek smart work ki tarah karain aur achi trading karain.
                            • #479 Collapse

                              Forex me admi ko ilm to hasil
                              hotay hay lakan yh education ki tara nai hay
                              bal k yh aik business ki tara hay qk as me
                              munafa earn hotay hay...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                ASSALAM O ALEIKUM hmm nice and interesting question,,,, yr mere khayal se to iska jawaab haan bhi hai or na bhi,,, qk agr koi insan mehant or lagan se koi bhi business krta hai to usko wo nasha hi lag jata hai or wo apne business ka work kie bagheir nh reh paat ,,,or forex mein bhi esa hi hai lkn ye itna interesting bhihai k loog ise nasha hi samjh lete hain or bs trading hi trading hoti hai phir
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X