kia forex ak adiction ki tarhan ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1531 Collapse

    Main theak say apki baat theak say samjh nahi paya so main eskay bary main apny seniors say puchun ga keh aap nay jo baad ki hay uskay meaning kya hay aur main esi waja say nahi janta kyun keh main new hun
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1532 Collapse

      ji me ap ki bat smajh gaya hon or ap ki bat kissi had tak sahi hy k forex trading aik nasha ki trahan se hy magar ye un logon ki bat hy jo trading ko seekh kar is ko mehnat or lagan k sath karty hain oe mustaqil is se profit hasil karty hain un ka forex trading ko chor dena na mumkin ho jata hy.
      • #1533 Collapse

        forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business isskay baray main kuch nahe kah sakta hoon agar kisse ko aisa lagta hay to.
        • #1534 Collapse

          g brthr apne thek kaha hai yar forex aik addiction ki tarha ahi kyun k banda kabhi b isse chor nahi sakta kyun k jab forex se dil lag jata ahi to uss se dill uktana bohot muskil ho jata ahi so aap ne thk kaha
          • #1535 Collapse

            Jo banda is ko sirf business k tour per karta hey wohi kamyab hota hey. Sara time yahi kartay raho tu bhee theek nhi hey.
            • #1536 Collapse

              g hn g forex aik diction ki terha h or is per buht se log kam kwerte hn ye b uht fast h or ye buht hi kam dino m logo ko ameer bna deta h or is se kafi achi earning ho jati h kafi acha is m ap sab ko faida ho jta hai jitna acha kaam kre ge utna ap k lye acha ho ga
              • #1537 Collapse

                Main apki baat thek say nahi samjha agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to humay chahiey keh forex trading ko theak say seekhnay kay baad real account par aisay run karen keh kahen bhi lalach ka hesab na ho
                • #1538 Collapse

                  Main eskay bary main theak say nahi janta mery khyal main ye aik subject hay so agar hum esko aik subject samjhy to ye baat theak hay humay cahheiy keh forex trading ko theak say larearn karen jab hum esko theak say learn karnay kay baad run karen gay tab es say acha profit earn kar sakty hay
                  • #1539 Collapse

                    agar forex trading business ma profit hota jai aur loss kam sa kam ho tophir hi traders jama rahta han is business ma aur is ko choorna ka sooch bhi nahi sakta. agar loss par loss hota jai to phir log choor data han. jab ka aisa nahi karna chahia balka loss ki wajohat talash karni chahian.
                    • #1540 Collapse

                      Asal main ye kaam araam se beth kar karny wala ha or,es main kam time main achy earning ho sakty ha es leye es main kaam karna sab ko like ha
                      • #1541 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Adnan Zaheer پيغام ديکھيے
                        No My dear, Forex koi addiction ni hy, Ye international online business hy, Ye Business All over the world main bht popular hai, aap is forum ko join kr k is main kam kr k acha earn kr skty hen, Forex other online business sy bht acha business hai.
                        G han mian ap ki baat say agree karta hon k forex main kisi bhe kism ka addication nahi q k ye ek world level per business kar rahi ha or puri duiyan main mashoor ha.
                        • #1542 Collapse

                          No my dear .i dnt think so. Asa nh hona chye. Q k jb tk um forex ko normal business kr traha normally nh lan gy um shaid he kuch earn kr sakan. Um ny forex trade ko apny liy simple easy ur relex bana hota ha. Um family liy ur baqe activities k liy b zoroz time nekalan. Zindge enjoy karne chyea. Ur ak trust dan apny business ko ur family ko b. Ke c chez ka fobia ho jana ya nasha phr jana itne acha aser nh dalta.
                          • #1543 Collapse

                            hmmmm addiction kaha ja sakta hai lakin good adiction keh saktay hain because jo experts hain wo log tou aadi ho chukay hotay forex kay laikin es ka matlab yeh nahi kay wo log forex chor nahi saktay
                            • #1544 Collapse

                              yes ap ye keh sakte hai k forex aik addiction ki jaisi he hai kyun k jab hum trading start karte hai or humein thora profit milta hai tou humein thori is kam ki samjh ane lagti hai or maza b ane lagta hai phir hum thora ziada ziada earn krne ki try karte hai or thore greedy bhi hojate hai is trha ye forex k hum addict hojate hai :o
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1545 Collapse

                                je main ap ke bat seagre karta hon kah forex akedication ke tarha h .forex main jab ham log trading ya posting karte hain .to as se hamare knolledge main azafa hota h ham log market ko samajne lagte hain .kah market ko kis tarha handel kia jata h .as lae forex main kam karne se hamin bohat acha knolledge hasel hota h .as lae ap ko as main kam karna chae .takah ap ko bhe acha knolledge hael ho sake.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X