How to avoid Greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    bhia jaan acha sawal kiya apny iska jawab kuch youn hai k ager ap Forex trading me lalach ki waja se hony waly nuksaan ko dekhen tu apka lalch khud ba khud control ho jana chahye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mfc پيغام ديکھيے
      dear agar hum kam volume ke trade wo bhe currency pair ke trend ko samaj ty howa karan tu umed hai hum ko es ay kafe acha pip hasel ho jay ga serf hum ko greed say bach na hoga aur proper analysis ker ka trade ker na hogi.
      theek kaha brother apny I agree with you 100% lalch se bachna bohat hi zarori hai Forex trading me insaan ki greed kuch out of control ho jati hai when you see profit but you don't know market 1 dam nechy bhi aasakti hai
       
      • #93 Collapse

        bhai jan huamin is mein zada greed nahi karni chahe is mein apko mehnat karni chahe is mein ap zad money earn kar skate hain
        • #94 Collapse

          Forex tarding aik abhot acha business ah hum ko is amin kam karta rahna chahia ya hum ko hamra kam akrna ka paisa data ha
          • #95 Collapse

            Forex trading main kamm kartay waqt hummain greed nhe karni chaheay takeh hummain loss nah ho agar hum iss main greed say kaam laytay haooay iss main apnany capital ko daikhay baghair invest karrain gay ya ziada invest karrain gay to hummain loss bhe ho sakta hay
            • #96 Collapse

              dear friend forex k trade mien greed sy bachna na mumkin h q k ager hum greed na kery gy to hamain es mien profit ni mily gi or esi tarah loss k chances b bht zayada hoty hien
              • #97 Collapse

                Is business me hmen greed se bachna ha tu us k liye hmen chahye k hm is business me sbr se kam lyn kyun k agr hm is business me sbr se kam laity hain tu hm tb hi is business me greed se bach sakty hain or achi earning kar sakty hain
                • #98 Collapse

                  According my opinion to avoid Greed in forex trade business is not a easy job because greedy is a part of our behavior so we must try to control it and have follow a good business plane with money management so that we can not get any big loss in this business.
                   
                  • #99 Collapse

                    jee bhai app ne bilkull theek kha hai ager hum apni positive thinking ko use kerte hain to hum apne greed ko avoid ker sekte hain yah akk best way hai jis main hum apne greed se chutkara hasil ker sekte hain iss leya main to forex trading greed ko ignore kerne ka sab se acha treka positive thinking ko smajhti hun :)
                    • #100 Collapse

                      Yes daer you are right trading mai kbi b bilkul b greed nhi krni chahiye or na hi over trading krni chahiye Q k over trading,greedy trading,or Emotional trading say trader ko loss ho skta hai.isi liye in cheezo say btchna chahiye or positive think k sath forex market mai trading krni chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #101 Collapse

                        Agar hum aik achha sa plan bana len aur chahe kuch bhi ho, hum apne plan ke mutabiq chalne ki koshish karen to greed se bach sakte hain.
                        • #102 Collapse

                          yes dear ap ki baat sahi hai agar ham positive thinking k sath trading to hamm asaani se greed se nijaat hasil kr sakte hain is k liyec aj yeh k ham mehnat pe yaqeen krein km lot size k sath trading krein forex knowledge or trading skills gain krein
                          • #103 Collapse

                            Ap ki bt thek ha hum greedy ko ko dur kar sakt aha lakin ya bhot asan nhi ho gya kue ka forex ak aisa business ha jis ma acha sa acha trader be greedy ka chaker ma hota ha
                            • #104 Collapse

                              dear friend mein app ki baat se agree kerta hun trader boht asani ke sath lalach se bach sakta hai trader ko iss bat ko manna chahye keh forex trading ek risky business hai jis mein successful hone ke lye lalach nahi balke hosh se kam kia jaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                apne baat to bhot ache kahe hai per bhai jaan forex mai humay lalach ko avoide karn chaiey is mai humara he nuksaan hai basicaly lalach hone ki aik sab say main waja yahe hoti hai k hum over trading kar jate hai us say humay lalach hojati hai and then loss he hota rehta hai humay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X