Ye forum Khula ja sim sim walay cave jaisa hai jaha pay khazana bhara hoa hai knowledge ka . agar ap is ko gold mine ki tarah sumjhain toh ap hamesha iss khazanay se jitna marzi lay ja sktay hain aur faida hasil kar sktay hain. ap ko chahye kay knowledge ka khazana hasil kar kay trading karain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим