Be careful during friday

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    haan dear aksar log kehtay hain friday jo haai bahot hee risky day hota haai laken men nahee manta kay yeh din risky hota hai jab aap soch kar trade kar rahay hooon tu meray khail men kuch beh risky nahe hota haai koi masla he nahe aap friday ko beh trade karian
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      thursday or friday ko markit boht ajebo gharib trend bdlti hai thursday ko sham 4 bja se 7 bja tk or friday ko 1.30 se sham 7 bja tk boht muhtat hona prta hai....
      • #18 Collapse

        thanks for advice. new traders ko small lot se hi work karna chaye chahe friday ko karain ya kisi aor din. small lots se trade karne main capital 0 hone ka khadsha nahee rehta
        • #19 Collapse

          friday ke din closing ho rahi hoti he market ki lakin muje toh koi risk nahi lag raha hota kiu ke jo risk hota he woh toh kabi be ho skata he jese pura pura weak market ak hi trend me rahti he lakin phr wapis be aati he toh aesa muje kuch be nahi lagta ke market firday ko ziyada risky ho
          • #20 Collapse

            ok dost main dahyan rahko ga k firday ko market ki kya sorthal hai or soch samj kar friday ko forex par thrad karo ga onec again thank yo lakin 1 bat samj main ni ayi k friday hi q koi or din q ni ager is ka b jawab dia hai to ok mai par lo ga
            • #21 Collapse

              مجھے معلوم new فاریکس تاجروں کے لئے یہ دھاگہ کھول. ہفتے کے آخری دن کے تاجروں کے لئے بہت خطرناک ہے کیونکہ. اور میں ہفتے کے روز آخرت پر میرا پورا capital کئی بار نقصان کے. ہائی وولٹیج فاریکس کی خبریں ہیں. اگر آپ بنیادی خبر کے بارے میں ایک نئی یا تخبوہیتا رہے ہیں اگر ایسا ہفتے کے آخری دن سے بچنے. اور تم آخرت کے دن پر تجارت کرنا چاہتے ہیں اگر سٹاپ نقصان کے ساتھ تھوڑے تھوڑے کر کے استعمال کریں. اپنے آپ کو کنٹرول
              • #22 Collapse

                jee bilkul sahi kaha apne k Friday ko market off ho jati ha islie ap apni trade market off hone se paly close kr dia kro next week pta ni market ki kia situation hoti ha islie ap paly hi trade close kr dia kro
                • #23 Collapse

                  ha ye acha kaha ap ne friday k doran samaj dari se rtader karo becaoz wo week end ho tahai aur trders bohat zeayda hotya hai aur es mai market mai activity bohat he ho rahi hoti hai
                  • #24 Collapse

                    Yes dear you are right friday ko bohat c fundamental newses or NFP newses launch hoti hai jiski wja say market bohat zyada flectuate krti hai.lakin hmay in cheezo say drna nhi chahiye blkay inhay catchup krnay ki koshsih krni chahiye Q k agr ye newses hmay zyada loss day skti hai to hmay zyada profit b day skti hai.isi liye is trha ki newses say drnay ki bjaye insay benefit hasil krnay ki koshish krni chahiye.profit or loss b matter krta hai lakin hmay apna 100% zroor dena chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #25 Collapse

                      G han mere dost ap bilkul sahi keh rahe hain k friday ko trading boht mushkil hoti hai kyun k friday last day of the week hai or last day per tamam tarders isi soch main hote hain k monday ko subha market ki kya position hgi kuch pata nahi isi lie wo log trade karne say ghabrate hain or isi wajah say amrket main bhi trend boht out hota h or new traders friday ko loss ziyada uthaty hain.
                      AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                      • #26 Collapse

                        yhe dion bahut risky din hota haiu k is din main bahut ziada fast market chalti hai aur is din loss ka bhi khatra ho jata hai.
                        • #27 Collapse

                          Bahi jan forx aik risk business hay aap es main jab bhee trade lagain to carefull ho kar lagain es main friday ho ya koi ohter working day, agar aap ka analysis theek hay to loss nahi ho sakta.
                          • #28 Collapse

                            i think you are right my dear friend friday forex market k week ka last day kota hai or is din markit ki movement ko understand kerna boht mushkil hota hai friday k alawa b jab b trade kiya jaye stop loss ka istemal faida mund sabit ho sakta hai app ko chahiya k app jab b trading kre stop loss use kerna na bulain it should prove help ful for you :)
                            • #29 Collapse

                              jee bhai aap ney achi baat kahi hey key friday ko ignore karna hoga market ko kio keaisa hota hey key arket mey thorhi here and tear hoti hey js ki waja sey insaan ghalti kar deta hey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading mai friday ka din kafi ziyada volatile hota hai kuin ke market mai closing horahe hote hai jis ke waja se market mai app ko ziayada risk le ker trading nahi kerne chaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X