Risk reward ratio forex trading mein aik important concept hai jis sy trader ko pata chalta hai ke wo apne trades ke liye kitna risk lena chahiye. Yeh ratio trading ke liye bohot important hai kyun k is se trader ko apne trades ki profitability k pta chlta hai. Risk reward ratio forex trading mein aik simple equation hai jis se trader apne profits aur losses ko calculate kr sakta hai.is me apko risk k sath chlna prhta h.
Risk reward ratio formula
Risk reward ratio formula yeh hai:
Risk reward ratio = (Profit Target ÷ Stop Loss)
is equation ke zarye trader apne trades ki profitability ko measure kar sakta hai. Agar trader ka risk reward ratio zyada h to uski trades ki profitability zyada hogi. Agar ratio kam hai tou trader ki trades ki profitability kam hogi.is me Ap ak formula k teht k sth chl skty hen.
Kaise risk reward ratio forex mein kaam karna
Agar trader ka risk reward ratio 1:2 hai tou yeh matlab hai ke wo apni trades ke liye $1 risk le raha hai aur $2 ka profit target h.Agar wo trade successful hoti hai to trader $2 profit earn karega. Agr trade un successful hoti hai tou woh $1 loss face karega. Is tarah trader ka risk reward ratio uski trades ki profitability ko measure karta hai.
Conclusion
Risk reward ratio forex trading mein bohot important concept hai. Is se trader ko apni trades ki profitability ka pta chalta hai. Agar trader ka risk reward ratio zyada hai tou uski trades ki profitability bhi zyada hogi. Agar ratio kam hai tou trader ki trades ki profitability kam hogi.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим