Description.
Harami candlestick pattern aik Japanese candlestick pattern hai jo trading aur technical analysis mein istimaal hota hai. Ye pattern do candlesticks se milkar banta hai, jismein pehla candle bada hota hai aur doosra chhota. Ye pattern market ke trend reversal ka signal hota hai. Harami ka lafzi ma’ni "pregnant" ya "hamila" hai, aur is pattern ko ye naam is liye diya gaya kyun ke doosri chhoti candle pehli badi candle ke andar hoti hai, bilkul jaise maa ke pait mein bacha hota hai. Is pattern ko do qisam mein divide kiya jata hai: Bullish Harami aur Bearish Harami.
Bullish Harami Pattern
Bullish Harami pattern tab banta hai jab market mein downtrend chal raha hota hai aur uske baad ek Bullish Harami ka pattern form hota hai, jo ke market mein trend reversal ka indication hota hai. Is pattern mein pehla candlestick bearish hota hai, yani red color ka hota hai, jo ke market ki negative momentum ko dikhata hai. Lekin doosra candlestick chhota hota hai aur bullish hota hai, yani green color ka hota hai, jo ke indicate karta hai ke market mein buying pressure aa raha hai aur downtrend khatam hone wala hai.
Jab ye pattern chart par form hota hai, to ye traders ko ye signal deta hai ke market ka downtrend shayad khatam hone wala hai aur ab market bullish trend mein ja sakta hai. Is liye, bohot se traders is pattern ko dekh kar apni selling positions close karte hain aur buying positions open karne ka sochte hain.
Bearish Harami Pattern
Bearish Harami pattern Bullish Harami pattern ka ulta hota hai. Ye pattern tab banta hai jab market mein uptrend chal raha hota hai aur uske baad ek Bearish Harami pattern form hota hai, jo ke market mein trend reversal ka indication hota hai. Is pattern mein pehla candlestick bullish hota hai, yani green color ka hota hai, jo ke market ki positive momentum ko dikhata hai. Lekin doosra candlestick chhota hota hai aur bearish hota hai, yani red color ka hota hai, jo ke indicate karta hai ke market mein selling pressure aa raha hai aur uptrend khatam hone wala hai.Jab ye pattern chart par form hota hai, to ye traders ko ye signal deta hai ke market ka uptrend shayad khatam hone wala hai aur ab market bearish trend mein ja sakta hai. Is liye, bohot se traders is pattern ko dekh kar apni buying positions close karte hain aur selling positions open karne ka sochte hain.
Harami Pattern Ka Istemaal
Harami candlestick pattern ka istimaal technical analysis mein kafi common hai. Lekin ye pattern akele trade lene ka indicator nahi hota, balke isko doosray indicators aur patterns ke saath combine karke trade lena zyada behtar hota hai. Is pattern ke saath, volume ka analysis aur support/resistance levels ka dekhna bhi zaroori hota hai.Agar kisi market mein Bullish Harami ya Bearish Harami pattern banta hai, to ye zaroori nahi ke market trend immediately reverse karega. Lekin ye pattern traders ko ek indication zaroor deta hai ke market mein shift ho sakta hai. Is liye, is pattern ka samajhna aur iska sahi istimaal karna trading mein important hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим