Wa Alaikum Assalam dear Forex members, umeed hai ke aap sab khairiyat se honge aur Forex trading business mein apne targets aur tasks ko acche tareeke se poora kar rahe honge. Dear, is business mein kaam karte waqt hamesha bohot ehtiyat se kaam lena hota hai. Market ko acche se samajhne ke baad hi entry leni chahiye taake aapko market se behtareen munafa hasil ho sake. Isiliye, yeh zaroori hai ke aap price chart ke baare mein mukammal maloomat hasil karein. Aaj ke is post mein hum price chart aur uski mukhtalif qisam se related ek ahem guftagu karenge.
**Price Chart:**
Dear Forex market mein traders currency pairs ya commodities ki price ke utar-chadhav ko samajhne ke liye price chart ko dekhte hain. Price chart pattern ke zariye momentum aur price ke taghayyur ko pehchanne mein madad milti hai. Agar aap isko theek se samajh lein, toh aapko is market mein achay natayej mil sakte hain. Price chart mein aapko kisi bhi asset ki price se related patterns nazar aate hain, jinki madad se aap market mein entry lene se pehle market ki expected movement ka andaza lagakar zyada se zyada fayda utha sakte hain.
**Types of Price Charts:**
Dear Forex trading market mein jab aap kaam karte hain toh aapko teen qisam ke charts available hote hain jin ki madad se aap market ka analysis kar sakte hain. Agar aap inko achi tarah se study karein, toh aapko ismein behtareen fayda milta hai.
**Line Chart:**
Dear Forex trading market mein line chart commodities ki price mein tabdeeli ko ek lagataar line ke zariye dikhata hai. Line chart mein currency pairs aur commodities ki closing price ko dikhaya jata hai. Yeh ek simple price chart hai jo hamen zyada maloomat provide nahi karta, lekin agar aap line chart ke pattern ko acche se samajh lein toh aap market ka analysis asaani se kar sakte hain.
**Bar Chart:**
Dear Forex trading market mein bar chart ek aisa chart type hai jo price ke high, low, open aur close ke baare mein maloomat deta hai. Yeh line chart se zyada maloomat deta hai, aur market mein price mein tabdeeli ko commodities ke zariye identify karta hai. Bar chart pattern market mein expected movement ke baare mein bhi andaza lagata hai.
**Candlestick Chart:**
Dear Forex trading market mein sabse zyada istemal hone wala chart pattern candlestick chart hota hai. Is chart mein candlesticks dikhayi deti hain jin ke zariye aap entry le sakte hain. Magar iske liye aapko focus karna hota hai. Candlestick chart market ki sabse ahem maloomat dene wala chart hota hai, jismein mukhtalif patterns bante hain jinke zariye aap price chart mein price ki movement ko samajh kar trading kar sakte hain. Agar aap candlestick chart par kisi bhi pattern ko pehchan lete hain, toh aap market mein achi entry ke sath achha profit hasil kar sakte hain.
.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим