Breakout kia hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Breakout kia hay
    Breakout trading technical analysis strategy hoti hay jo key price action key base par banai jati hay aur es me time frame ki importance zeyda hoti hay, time frame key mutabeq price action calculation key base par esy levels ko define kia jata hay jo key market ka breakout point samja jata hay agar ye level break ho jaty hey to es ko break out strategy ka name dia jata hay aur breakout ka matlab hota hay key market ka support level aur resistance levels me mazeed ezafa ho gia hay ye levels be change ho jaty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Breakout kia hay

    asslam o alikam bhai jan jab market main bhra change ata hai tu os k main breakout hota ha phr market main up and dwon hota ha hume is main daily analysis ko dekhna chaiye breakout hota ha tu hume soch samj kr descion lena hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Breakout kia hay

      Dear market mein kisi bhi pair ki diffrent time frame mein resistance aur support hoty hain aur ham us hisab se entry lety hain aur agar market us support ya resistance ko tor jaye tu breakout kehty hain aur phir kafi changing ati ha aur suport ya resistance new banti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Breakout kia hay

        g han bhai jan ap ny boht achi inforamtion hmain di hai jis main ap ny hmain break outs se achi trha smjhya hai k yah kiya hota hai or hum es ko kesy use kar skkty hain forex trdaing main har tools ki information hona zarori hai tab he hum achi trdaing kar skty hain jub k yah sub se bets satrtgy hai k jis main hum price action se apni trdaing karty hain es main humain loss hony k chaces bhi kam se kam hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: Breakout kia hay

          forex aik acha busines hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy break out points ko touch nahi karna chahey forex aik international business hain hum is mai live chat kar sakty hain hum kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Breakout kia hay

            break out jo h wo ik tachnical analysis h jis sy log resistance aur spport per markete in dono ko cross kar jaye to pher us ko kehty hn k markete break out kar gy h so is condition nn hamien trade nhe leny chaye worna hamien is mn loss hosakta h
            • #7 Collapse

              Re: Breakout kia hay

              hamy break out points ko be dahkna ho ga hamy market ky up down ko be samjna ho ga pher he hum agy bar saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Breakout kia hay

                forex aik acha business hain hamy is mai market ke movement ko samj kar break points ko samj kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasaia kama saky gy forex aik aasa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain forex aik wasee businesss hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Breakout kia hay

                  hamy market ko achy sy samj kar per he is main kam karny ka risk lyna chahey agar hum forex main kamyabe hasil karna chaty hain to hamy break out ko follow nahe karna chahey hamy market ky kelaf ja kar kabe be kam nahe karna chahey hamy naqsan ka samna karna pary ga yai hamare roze kamany ka aik bahtreen zareya hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Breakout kia hay

                    Jab market zayda move ker rahi hoti hay to aksar aik aisay pattern ya structure ko break ker kay oper ya neachay move ker jati hay. aisay pattern ko trader nay trend line ya kisi bhi drawing say show kia howa hota hay. jab market us ki limit ko break kerti hay to us ko break out kehtay hain. is break out ki base per trading strategy bhi banai jati hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Breakout kia hay

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      Breakout trading technical analysis strategy hoti hay jo key price action key base par banai jati hay aur es me time frame ki importance zeyda hoti hay, time frame key mutabeq price action calculation key base par esy levels ko define kia jata hay jo key market ka breakout point samja jata hay agar ye level break ho jaty hey to es ko break out strategy ka name dia jata hay aur breakout ka matlab hota hay key market ka support level aur resistance levels me mazeed ezafa ho gia hay ye levels be change ho jaty hey.
                      Assam Alaikum Mujhe to break out ke bare mein Bata Nahin Hai tha lekin aapki is post se share ka bhi badal gaya hai ki market Mein Jab thoda kya pata hai aur support aur resistance level am Ami ji Disha Mein Hota Hai to break out sajate Hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Breakout kia hay

                        Hamen chahie ke Hamesha trading karte hue aur form per posting karte hue acchi post aur forum posting karte hue acchi post Karen aur post ki quality Kaun Jarur Dekhen jitni acchi Hamari post Ki Party Hogi ham utna hi jyada bonus banaa Sakenge post ki quantity ke sath sath post ki quality ko bhi Jarur dekhna chahie isase Hamara bonus increase hota hai aur ham usse acchi earning bhi kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X