**Introduction**
Yeh pattern traders ko market ke movement ki pehchan karne mein madad deta hai. Traders is pattern ka istimaal market ke rukh ko predict karne ke liye karte hain. Yeh pattern eik technical analysis tool hai, jo market trends ki samajh aur trading decisions mein madadgar hota hai. Bullish engulfing pattern ko uptrend ke reversal ke ishare ke taur par samjha ja sakta hai, jabke bearish engulfing pattern ko downtrend ke reversal ke ishare ke taur par chart mein dekha jaata hai.
**Identity**
Engulfing patterns ka tajziya karte waqt time frame ka khayal rakhna zaroori hai taake accurate prediction ki zaroorat ko poora kiya ja sake. Bullish engulfing candlestick pattern mein pehli candle ek choti real body ke saath bearish candle hoti hai, jismein open aur close ek hi point par nahi hotay. Bullish engulfing candlestick pattern ki doosri din ki candle ek lambi real body ke saath bullish candle hoti hai. Is pattern mein bearish trend ki ek choti real body wali candle hoti hai, jiske baad lambi real body wali bullish candle usko apne andar samaa leti hai. Yeh candle pichli candle se size mein badi hoti hai. Trend confirmation pattern ko indicator se bhi kiya ja sakta hai aur price action se bhi. Is pattern ki samajh aur sahi istemal se, investors apni trading strategies ko behtar bana sakte hain.
**Conclusion**
Agar hum market mein is pattern ki range dekh kar trading karte hain, to hum ismein acchi trading kar sakte hain. Agar hum range ke mutabiq trading karte huay pattern ke bare mein knowledge aur tajriba hasil karte hain, to hum umeed hai acchi trading kar sakeinge. Is pattern ka istimaal karte huay traders stop loss adjustment ke liye rehnumai hasil karte hain. Engulfing patterns ko confirm karne ke liye traders aam tor par volume aur trend ke saath dekhte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим