Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a
    Hum jb b Koi trade open karty hain to apni trade ko control karny k liey stop loss use karty hain ta k boht zaida loss na o lekan stop loss ko lgany k liey humy strong support ya resistance ko dekhna hota a aur stop loss Wha pr lgana chiey jha se khtra o k agr break out o gya to markeet us se agy zaida chali gy ge. kbi b trade k bilkul qreeb stop loss ni lgani chiey q k Markeet dono sides pr movement karti a aur stop loss agr qreeb o ga to hit o gy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

    gee bilkul theak kaha main nay ye galti ki hoi hai stop loss ko bohat ziada nazdeek put karta raha hon jis ki waja se stop loss touch ziada jaldi ho jata hai aur meri trade loss main close ho jati hai jab kay mere anlysis kay mutabik trade theak lagi hoti hai islye aap ko thoray sa door stop loss lagana chahye tah kay market ko move ka acha chance mil jaye
    • #3 Collapse

      Re: Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

      G haan baai forex trading may stop loss ka istimaal be buhut zaroori hay lekin oskay liay aap k pass knowledge hona be buhut zaroori hay ke aap ko patha ho ke kise pair ka support ya resistance kis point par hay our ose k hisaab say aap nay stop loss lagana hotha hay is liay buhut short stop loss lagana be nuqsaan ka sabab bantha hay our wo asay ke candle aap k stop loss no touch Kar k wapas move Kar jathe hay our aap profit k bajaaye loss Kar dathay hay.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

        g han apne theek kaha traders big loss ke dar se stop loss zyada nazdeek laga dete hain jis ka nuqsan uhian uthana parta hai kyune ke jab trading main thora sa loss ho kar market wapas move karti to agar hamara stop loss nazdeek ho ga to hamara loss barkrar rhe ga our hamain koi stop loss ka faida nhi ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

          Je bhot log es bat ko ni samajty k stop loss zayda kareeb ni lagana chahe kiu aksar asa hota hai k jetni dair ma ham stop loss active karty hai trade already us point ko cross kar chuki hoti hai or us point py stop loss lagana ka hamy kio faida ni hota es lae hamesa tora gap rakh kar stop loss lagana chahe hope u like my point
          • #6 Collapse

            Re: Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

            Stop loss ko zeyda use karne bhe loss ka sabab ban jate he is leye hum ko yaha pe apne trading style ko change karen ke kosish karne chaye ku ke loss he asal waja he stop loss ban jate he jab is ko kafi close kar ke lagya jae or tight stop loss bachen.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

              yes dear agar humhain knowledge our experience hota hain tu humhain stop loss and take profit lagane ka thek tara pata hota hain forex trading main agar koi b work karta hai ntu vo bian stop loss and take profti k kabi b forex merket main entry nhe leta hain forex trading main entry lene k liye humhain merket ko analysis karna hota hian agar hum stop loss b use karte hain tu pher b merket ko analysis karna lazmi hota hain agar ghalat jaga py stop loss set kar lete hain tu pher b humhain asi traa accoutn wash ho jata hain humhain account wash say bachne k liye chahaiye k hum lot of hard work kare mhenat krre
              • #8 Collapse

                Re: Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

                dear market main up and ddwon hota rehta ha is liye hume is main eik target set krna chaye ur phr hume is main os k mutabiq kam krna chaiye hume is main stop lose set krna chaiye thori dori pr ur os k bad hume take profit ko be set krna hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

                  G belkul app ke bat belkul sahe hai yahe waja hai kenham.iss mai loss kartay hai agar ham.market ko achai tarah analyse karai aur analysis ke bad iss pai trade lagay to hamai pata chal.jayega ke ham.nai stop loss kaha place karni hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

                    G han ap ny sahe kaha hy loss ki wja stop loss ka nadeeq hona b hy jo aram sy hit ho jata hy r pir market us ko hit kr k wapis chli jati hy r ap ko boht he afsos hota hy . es leay stop loss ko sahe sy lgaeyn aysi jga par lgaeyn jahan par hit hony k chance bot he km hon r ap k profit gain krny k chance kafi iada hu. take profit hamesh big rkhyn km az km take profit ap ka 2x ziada hona chaheay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

                      Koi bhi trader Agar ismein kam karna chahta hai to uske liye sabse pahle Jo Baat Hoti Hai vah yah hoti hai ki vah ismein knowledge Hasil Kare Jab tak Koi trader knowledge Aise nahin karta Kamyab Nahin Ho Bata main aap Sabko Yahi kahunga ki mehnat se kam Kiya Karen aur Agar aapko Kisi chij Ki samajh Nahin a Rahi to aap Kisi senior trader se batchit kar le Uske bare mein
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
                        Hum jb b Koi trade open karty hain to apni trade ko control karny k liey stop loss use karty hain ta k boht zaida loss na o lekan stop loss ko lgany k liey humy strong support ya resistance ko dekhna hota a aur stop loss Wha pr lgana chiey jha se khtra o k agr break out o gya to markeet us se agy zaida chali gy ge. kbi b trade k bilkul qreeb stop loss ni lgani chiey q k Markeet dono sides pr movement karti a aur stop loss agr qreeb o ga to hit o gy ga
                        Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai jab tak Ham Forex trading business Mein Apne Andar Se Dar Ko khatm Nahin Karenge to is business Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye kabhi bhi Dar kar Apne stoploss ko bahut hi najdeek point per na lagaen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ke ik waja stop loss ko boht zaida nazdeek lgana b a

                          Yes sahi stop loss bohot nzdeek nahi lgana chahye iss see woh jld hit ho jata hai dekh KR kuch fasle PR he lgana chahye keh market agr kuch back ho bhi to hit na ho but yeh bhi dekhen keh zyadah bhi long na lgayen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X