INTRODUCTION.
Friends jab market mein yeh pattern appear hota hai tou traders ki taraf se buy ka signal generate hota hai. Is pattern mein aik large candlestick hota hai jo ki 2 chotay candlesticks ke sath combine hota hay.is pattern mein big candlestick 2 chotay candlesticks ke upper se guzarta hai, jaise ki hockey stick ki shape hoti hai. Is tarah ki shape ko dekh kar is pattern ka name hockey stick rakha jata hai. Jab market mein hockey stick pattern appear hota hai tou traders ko volume ke baray mein bhi information leni chahiye. Traders ko yeh samajhna chahiye ki jab market mein hockey stick pattern appear hota hai tou bullish trend start hone wala hay.
DESCRIPTION.
Ess pattern ka use kar ke traders market ki movement ka idea lagate hain aur apni trading strategies ko behtar bana sakte hain. Har ek candlestick pattern apni khasiyat aur maqsad ke mutabiq istemal kiya jata hay aur hockey stick pattern bhi is category ka ek ahem hissa hay. Traders ko short term aur long term charts par bhi focus dena zaroori hai taa ky woh market ke movements ko better tour par samajh sakein aur hockey stick pattern ki sahi pehchan kar sakein. Esss pattern ko samajh kar aur istemal karne se, traders apne trading decisions ko optimize kar sakte hain aur behtar results achieve kar sakte hain. Hockey stick pattern ek bullish reversal pattern hai, jo downtrend ke bad aata hai aur uptrend ka aghaz darust karta hai. Yeh pattern ek lengthy bearish candle ke baad ek small bullish candle sey start hota hay. Jis ko identify ker ky traders apna objective achieve ker sakty hein.
CONCLUSION.
Dear fellows hockey stick pattern ka analysis karne ke liye traders ko candlestick ki body, shadows, aur volume par focus kerna hoti hai. Jab ye pattern sahi waqt par dekha jata hay, to traders ko potential trading opportunities mil sakti hain. Jis ky leye zaroori hy ky market mein time spend ker ky ess ki movement ko observe kiya jaye aur accurate time per trade place ki jaye aur sath hee traders ko exit point bi determine ker lena chehye, taky unexpected movement ko bi counter kiya ja saky.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим