BEARISH ABANDONED BABY PATTERN IN FOREX
INTRODUCTION
Bearish Abandoned Baby aik candlestick pattern hai jo forex trading mein downtrend ka indication hota hai. Yeh pattern tab banta hai jab market mein uptrend chal raha hota hai aur phir reversal aane ka imkaan hota hai. Yeh pattern trend ke reversal ka strong signal hota hai. Is pattern ka pehla din aik lambi bullish candle ka hota hai jo ke market ke uptrend ko continue karti hai. Is din market mein buyers dominate kar rahe hote hain, aur price high close hoti hai. Doosray din aik Doji candle banti hai, jo ke ek neutral signal hota hai. Is candle ka opening aur closing price lagbhag ek hi hota hai, aur yeh gap ke saath pehli bullish candle ke upar banti hai. Iska matlab yeh hota hai ke market mein indecision hai aur buyers aur sellers ke darmiyan balance hai.
SIGNIFICANT BEARISH REVERSAL PATTERN
Bearish Abandoned Baby pattern forex market mein aik strong reversal signal samjha jata hai. Is pattern ka matlab yeh hai ke market ke uptrend ka end ho sakta hai aur ab downtrend shuru hoga. Traders is pattern ko sell signal ke tor par dekhte hain.
TRADING STRATEGIES
Bearish Abandoned Baby aik significant bearish reversal pattern hai jo forex market mein trend reversal ka strong indication deta hai. Is pattern ke baad, market mein downtrend ka imkaan hota hai, is liye traders is pattern ke baad selling opportunities dhoondte hain. Lekin doosray technical indicators ka bhi analysis karna zaroori hota hai taake decision sahi liya ja sake.
Teesray din aik lambi bearish candle banti hai jo ke Doji candle ke neeche gap ke saath shuru hoti hai. Yeh is baat ka indication hota hai ke sellers ne market mein control hasil kar liya hai, aur ab market mein downtrend shuru ho sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим