gold ki movement ko samjna aik aam trader ky bas ki baat nahi ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold ki movement ko samjna aik aam trader ky bas ki baat nahi ?
    forex aik risky business hain hamy expert ho kar gold ko achy sy learn kar ky is ki movement ko dekh kar is main trading karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik unique or legal business hain is main hamara koi boss nahi hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold ki movement ko samjna aik aam trader ky bas ki baat nahi ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Batoolpk پيغام ديکھيے

    Main aapki baat se aagrah karta hun gold ki market movement bahut jyada hoti hai aur isko samajhna bhi Kafi difficult Hota Hai gold Mein trading karni hai to uska chat aur long-term per Dekhen
    • #3 Collapse

      Re: gold ki movement ko samjna aik aam trader ky bas ki baat nahi ?

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men gold sub se ziyada risky pair hey kiun k ziyada tar logon ka accounts gold pe hi wash hotay hen iss liay gold pe soch samaj kar trading karen kiun k iss ki movement unexpected hoti hey jiss ko her koi nhi samaj sakta kabi dollar k sath iss ki movement hoti hey aur kabi international market men gold ki price change honay se iss ki movement hoti hey iss liay gold ko samjhna thora mushkil hota hey
      • #4 Collapse

        Re: gold ki movement ko samjna aik aam trader ky bas ki baat nahi ?

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of learning karni hoge or ager hum ko gold ke movement ko check karnaa ha to per hum ko lot of learning karni hoge to per hum ko achi learning karni hoge es leya hum ko chaheya ka hum gold ke movement ko learning ka leya lot of hard work karnaa hoga...........
        • #5 Collapse

          Re: gold ki movement ko samjna aik aam trader ky bas ki baat nahi ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Batoolpk پيغام ديکھيے
          forex aik risky business hain hamy expert ho kar gold ko achy sy learn kar ky is ki movement ko dekh kar is main trading karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik unique or legal business hain is main hamara koi boss nahi hota
          Assalam walekum aapki baat bilkul theek hai Forex trading business main gold sabse Jyada risky aur Mushkil per hai agar Ham is per trade karna chahte hain To Hamen bahut jyada experience ki jarurat padati hai last week Mujhe Kafi members ne bataya hai ki unke account Gold per wash ho gaye hain
          • #6 Collapse

            Re: gold ki movement ko samjna aik aam trader ky bas ki baat nahi ?

            Dear friend forex business mn sab saa pahla app koo chaia kaa app market ke movement koo samjhn taakaa app uss kaa matbaq teared laga sakan gold arr crude oil akk asa pairs han jen kee movements bhot thaaz hote Haa jasa saa app koo losses hoo sakta han arr app kaa account wash hona kaa kahtra hota ha app koo jab taak experience hassle nhn hota app gold par teared nhn lagian
            • #7 Collapse

              Re: gold ki movement ko samjna aik aam trader ky bas ki baat nahi ?

              Jasa Kay aap nay farmaya ha Kay forex trading may gold key movement ko samajnay Kay leay kafi tajarba chahhehy warna nuksan ho sakta ha islia gold par khas khayal karna chahhehy jis say forex trading may nuksan say bachnay ka chance rahay iss leay koshish jary rakhan or seniors say baat cheet karty rahain
              • #8 Collapse

                Re: gold ki movement ko samjna aik aam trader ky bas ki baat nahi ?

                Nahe dear aisi baat ni hai agar hum ne gold par trade karni hai to hum ko sirf ye pata ho k ais time jo gold ka long term ka trend hai wo kai chal raha hai kun k agar hum ais market mai trade karty hai aor trend k sath trades laga k hold rakh lety hai to hum asani se ais market mai profit bana sakty hai ais market mai hum sirf gold hi kai aor bhi bahot sary paiors hai jin par hum kaam kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: gold ki movement ko samjna aik aam trader ky bas ki baat nahi ?

                  Dear gold ki movement scalping k lye bhi achi hoti hai aur yeh aam logo ki bat nahi har trader ka apna nazariya hota hai k woh kis strategy par kis tarha se technical analysis karta hai aur trade karta hai yeh bohat zaroori hai k demo par achi tarha se practice ki jaey q k gold ki movement bohat hi volatile hoti hai aur agar apney stop loss na rakha tau yeh apko acha khasa loss bhi kar sakti hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: gold ki movement ko samjna aik aam trader ky bas ki baat nahi ?

                    I think agr gold it a risky danger pair hai to iss PR krna he kyon iss see bachna kyon nai aur bhi to bohot se pairs hain hum un PR bhi to KR skte Hain iss PR to aksr log keh rahe hote Hain big account wash ho Gaye Hain unke

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X