Loss Sy Koi Nahi Bach Sakta
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss Sy Koi Nahi Bach Sakta

    forex par har kisi ko hi loss hota ha mgr ham logo ko loss hona sa kuch na hota ha mgr ham logo ko is sa experince hasal karna chaia is tyra sa hi ham log ik acha trader ki tyra sa loss ko recover karna ko mila gaya ham logo ko chayia ka ham log ik acha trader ki tyra sa loss ko face karya na ka ham log tension ma aya jaya aur us ka ad ham logo ko loss kop recover karna ki koshish karni chayai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss Sy Koi Nahi Bach Sakta

      Forex aik business ha aur loss business ka part hota ha forex me kamiyab se kamiyab traders ko bhi loss ho jata ha loss se koi nahi bach sakta lekin jo log loss se learn karta ha aur mehnat karta rahte ha wo kamiyab ho jate ha lekin jo log loss ko dil par lete ha aur mehnat karna chor dete ha un ko kamiyabi kabhi nahi milty forex me success un ko milta ha jo loss se learn karte ha aur mehnat karta rahte ha
      SUMIYA TRADING JOURNAL
      • #18 Collapse

        Re: Loss Sy Koi Nahi Bach Sakta

        ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex trading Karte Hain To hamen bhi nuksan ho sakta hai agar koi Pakistan Forex ke bare mein bahut jyada knowledge or experience Rakhta hai to use bhi bahut bada nuksan ho sakta hai lekin Agar Ham Dil lagakar aur Soch Samajh Kar trading Karenge to kabhi bhi nuksan nahin Hoga thanks
        • #19 Collapse

          Re: Loss Sy Koi Nahi Bach Sakta

          اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
          Jesa bhi trader ho usy jitni bhi knowledge ho aur chahye jitna ziyada experience ho usy jab tak us ko loss nahi hota wo acha trader hi nahi ban paata to loss har kisi ko hota hy lekin kisi ko kam to kisi ko ziyada yahi har trader main hota hy
          Los Forex trading business important part a trader ko training Karke loss ho sakta hai trading Karke Agar loss Ho Jaaye to mind na Karen Apne dost se learn Karen yah aapko Achcha trader banaa sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Loss Sy Koi Nahi Bach Sakta

            اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
            Jesa bhi trader ho usy jitni bhi knowledge ho aur chahye jitna ziyada experience ho usy jab tak us ko loss nahi hota wo acha trader hi nahi ban paata to loss har kisi ko hota hy lekin kisi ko kam to kisi ko ziyada yahi har trader main hota hy
            Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Aisa Hi business hai isliye Har Koi oye Los Ka Shikar Jarur hota hai isliye Hamen load Ho Jaaye to Pareshan Nahin Hona chahie
            • #21 Collapse

              Re: Loss Sy Koi Nahi Bach Sakta

              ya aik haqet ha k buness koi b ho insan loss say ni beach sakta loss or profit aik sat hoty han forex per b ap buness hi ker rahy hoty han to pher ya kesy ho sakta ha k ap ko loss na ho berhall insan ko kosses kerna cahiy k kam say kam loss ho jesy k ap forex tradeing ma loss sy becahny k liy stope loss ka use kerty han.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Loss Sy Koi Nahi Bach Sakta

                Dear trader forex trading business may kamyab hone Kay liye humain chahye Kay hum apna experience gain karty rahain or sath sath forex may apni learning skills improve karain ta Kay hum easily kamyabi hasil karain.. Jo traders forex may trade lagty hain sirf or sirf lalach may akar wo kabi bhi loss say nahi Bach sakty Behreen profit hasil karne Kay liye koshish karain Kay apna experience ko build karain or us experience ko use karty hoe achi or profitable trade lagai or loss say bache ki koshish karain. WrNa begaar knowledge Kay hum huMsha loss ko hi bardsht karain gye kabi bhi loss say nahi Bach sakty..

                اب آن لائن

                Working...
                X