Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho
    Sar main yah Kahana chahta hun Kabhi Kabar aapko chahie kya Apna Kismat ko bhi Ajnabi Agar aapka experience Achcha Nahin Hai To aapka Kismat bhi chal sakta hai aapko Kismat Se Bhi aapko profit ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

    forex main qismat ka bhi bhot chakar hota hai is lye kabhi ap ko apni qismat achi banani parti hai agar ap ki qismat main hota hai to ap forex se profit hasil kar lete hain lekin agar qismat mai na ho to mehnat ke bawajod ap ko loss ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamad Khan پيغام ديکھيے
      Sar main yah Kahana chahta hun Kabhi Kabar aapko chahie kya Apna Kismat ko bhi Ajnabi Agar aapka experience Achcha Nahin Hai To aapka Kismat bhi chal sakta hai aapko Kismat Se Bhi aapko profit ho sakta hai
      Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading Ek business hai ya koi game Nahin Hai jismein Ham apni Kismat ko Aazma Ne Lag Jaaye Hamen chahie ki Ham acche tarike se market ko analyse Karke is business Mein kam Karen Taki acchi earning Hasil ho sake
      • #4 Collapse

        Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

        Dear brother forex trading men her dafa kismat sath nhi deti iss liay kismat pe depend karnay ki bajay acha knowledge aur experience hasil karen aur phir experience pe depend karen kuch log kismat ki waja se acha profit hasil kar letey hen lekin bar bar aesa nhi hota
        • #5 Collapse

          Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

          Kismat ko azmana bhi chahy laikin kismat us waqat sath daity hai jab ap ki mehnat pori ho mera kehny ka matlab hai k ham log ager trading k waqat thori c tawajo markets k uper karin to hamain kismat azma laini chahy
          • #6 Collapse

            Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

            Dost Jab aapke pass acchi knowledge hai to aapko Kismat aajmane ki jarurat hi nahin padegi Kyunki aap Achcha profit Hasil Karte Rahoge han yah aadami baat hai ki Jab aapke pass knowledge nahin hai to aap apne love ko try kar sakte hain Kyunki use Waqt aapko Kuchh Na Kuchh fayda ho sakta hai isliye aaj se aap Jab trade karte hain to aapko Apne luck ko aur depend karta hai aapka Lakshmi matter Karta Hai usmein Ke aapka trade profit Mein ja raha hai ya Los ki taraf
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

              Agar ham log Kismat per Nisaar Karte Hain To Ham Logon Ko lost bhi ho sakta hai isliye iske sath sath Ham Logon Ko hard work bhi karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

                dear bahi ap nay acha swal ask kya hy k kabi kabar hum ko chye k apnay luck ko bhi see karein q k bhut sara work aisa ajata hy jis ko hum achay method say understand nahi kar saktay hein so is time per hum ko chye k apni kismt ko change karnay klyw risk leyna chye.
                • #9 Collapse

                  Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

                  Dear main nai samjhti k ap la ye design theek hoga kiu k zarori nai hay k ap ki kismat har bar ap ka sath day aur ap Apna loss bhi Kar sakte Hain is liay ap ko chaiay k ap apne experience par zada focus Kare na k apni luck par hi depend Kare
                  • #10 Collapse

                    Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

                    Good after noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum
                    umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
                    yes sir hum ko as mien aa ker her bar qismat ko azmana hota hai aagr hum as mien aa ker kam kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye her bar kam karna hota hai or her bar hamain as mien aa ker kam per kam karna hota hai or hamain as mien aa ker behtreen kam karna hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

                      My daer friends main khata hon ky forex trading ak international business hy so agr as main hum unlimited work karin to humari kasmt khubakhu chamk jy gi aur kasmt bi tb sat nh dati jb hum work main cami rakhty hn .nakami tb hoti hy jb hard work nh karty kue ky menth ka phal to zaror milta hy as ly kasmt ko azmany ki nh kastm ko bdlo .
                      • #12 Collapse

                        Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

                        dear humhain agar forex trading main kaaam karna hain tu humhain chahaye k hum forex trading main kismat ko b use kare leanrign b kare merket humhaiin kafi acha profit deti hain par humhain merket free main kuch hasil nhe karne deti hain merket main profti k liye learnign ka hona lazmi hain sirf luck py depand nhe karna chahaiye merket humhain loss deti hain tu humhain apni mistake ki waja say loss deti hain and merket main loss hota rehta hain merket main apne aapko kaboo main rakna hota hain profit ko dekh kar jadlzbi main kabi b trade nhe karni chahiye humhain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

                          exactly hume kabhi kabar apni kismat ko azmana chahye ye nahi k her bar kismat k sahary baith jaain aur mehnat b na karain is tara hum loss main jain gay kismat b us k sath deti hai jo mehnat karta hai is liye hamesha mehnat k sath kam karain kabhi kabar kismat pay chor dein liken her baar asa nahi karna chahye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

                            her bar qismat ko azmana hota hai aagr hum as mien aa ker kam kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye her bar kam karna hota hai or her bar hamain as mien aa ker kam per kam karna hota hai or hamain as mien aa ker behtreen kam karna hota hai. kabi kabar hum ko chye k apnay luck ko bhi see karein q k bhut sara work aisa ajata hy jis ko hum achay method say understand nahi kar saktay hein so is time per hum ko chye k apni kismt ko change karnay klyw risk leyna chye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kismat ko bhi kabhi Aazmao Ho

                              Assalamu Alaikum aap ne kaha hai ki Insan Kabhi Kismat bhi azmani chahie Agar aapke pass paise Hain To aap Kismat Aazma sakte hain warna sabse Behtar Tarika to yah hai ki aap apne senior se iske liye Mile aur pher use per trade karen to aap profitable ho sakte hain warna aap loss Ho Jaenge Har Bar Kismat Sath Nahin Deti
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X