Details about Double Doji Candlestick Pattern:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details about Double Doji Candlestick Pattern:
    Double Doji Candlestick Pattern:

    Dear my friends "Double Doji Candlestick Pattern" aik technical analysis term hy jo market charts par daikha jata hy. Doji candles market mein indecision ya trend reversal ko darust karne ka signal dete hein. Double Doji pattern mein do consecutive doji candles aik saath dikhy dete hein, jo aik specific pattern ko represent karte hein.

    Click image for larger version

Name:	rtyui.png
Views:	5
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	13070492
    Details of Double Doji Candlestick Pattern:


    Pehli Doji Candle:

    Dear students Pehli candle aik Doji hoti hy jisme opening price aur closing price aik doosre ke bohot qareeb hoti hein. Is candle ki body bohot choti hoti hy aur wicks (upper aur lower shadows) lambi hoti hein.

    Dusri Doji Candle:

    Dear friends Dusri candle bhi aik Doji hoti hy, aur iski bhi characteristics pehle ke jaise hoti hein. Iska opening price pehle Doji ke closing price ke bohot qareeb hota hy.

    Explanation of Double Doji Candlestick Pattern:

    Dear trading partners Double Doji pattern market mein uncertainty ya indecision ko darust karne ka tajaweez deta hy.Do consecutive Doji candles aik saath dikhy dena aik potential reversal signal bhi ho sakta hy, laikin isko confirm karne ke liye doosre technical indicators ka bhi tajziya karna zaroori hota hy.Double Doji pattern ke appearance ke baad market mein volatility badh sakti hy.

    Trading Strategy with Double Doji Candlestick Pattern:

    Dear forex traders Agar Double Doji pattern uptrend ke baad aata hy, toh yeh bearish reversal ko indicate kar sakta hy.Agar Double Doji pattern downtrend ke baad aata hy, toh yeh bullish reversal ko indicate kar sakta hy.Traders ko chahiye ke doji candles ko confirmatory indicators ke saath milake daikhein aur market ki overall health ko bhi madde nazar rakhein.Har aik pattern ya indicator ki tarah, Double Doji pattern bhi 100% confirmatory nahi hota aur market conditions, economic events, aur doosre factors ko bhi madde nazar rakhna chahiye trading ke faislay mein.

    Click image for larger version

Name:	fghj.png
Views:	2
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	13070493
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Double Doji Candlestick Pattern Kya Hai?

    Double Doji Candlestick Pattern aik technical analysis pattern hai jo stock market mein dikhai deta hai. Is pattern ka matlub hota hai ke market mein confusion hai aur direction clear nahi hai. Doji aik type ka candlestick hai jo tab banta hai jab opening aur closing price kareeb kareeb same hoti hai.

    Doji Candlestick.

    Doji candlestick ko pehchanne ka asaan tareeqa yeh hai ke iska body bohot chota hota hai ya phir bilkul nahi hota. Yeh is baat ki nishani hoti hai ke buyers aur sellers dono mein se koi bhi market par control nahi kar raha.

    Double Doji Pattern.

    Jab ek ke baad ek do Doji candlesticks banti hain, to isse Double Doji Candlestick Pattern kehte hain. Is pattern ka matlab hota hai ke market mein uncertainty bohot zyada hai aur koi bhi strong trend develop nahi ho raha.

    Market Uncertainty.

    Double Doji ka pattern yeh indicate karta hai ke market participants (buyers aur sellers) ko future price direction ke bare mein yaqeen nahi hai. Yeh period consolidation ka bhi ho sakta hai jahan market ek naye trend ke shuru hone ka intezar kar raha hota hai.

    Trend Reversal aur Continuation.

    Double Doji pattern do different scenarios ko indicate kar sakta hai.
    1. Trend Reversal: Agar yeh pattern ek strong trend ke baad aaye, to yeh trend reversal ki nishani ho sakta hai. Iska matlab yeh hai ke agar market pehle bullish tha, to ab bearish ho sakta hai aur vice versa.
    2. Trend Continuation: Kabhi kabhi yeh pattern sirf ek pause ka signal hota hai jahan market apne previous trend ko continue karne se pehle consolidate ho raha hota hai.

    Double Doji Pattern Ki Importance.

    Double Doji pattern traders ke liye ek important signal hota hai kyunke yeh market ke future direction ke bare mein hint deta hai. Lekin, is pattern ko doosre technical indicators ke sath use karna zaroori hai taake false signals se bach sakein.

    Entry aur Exit Points.

    Traders aksar Double Doji pattern ko apne trading strategy mein include karte hain.
    • Entry Point: Jab third candlestick clear direction show kare (bullish ya bearish), tab entry le sakte hain.
    • Exit Point: Apne risk management ke hisaab se stop-loss aur target set karein. Yeh zaroori hai ke trend ki confirmation milne ke baad hi action lein.



    Agar market mein pehle se ek bullish trend chal raha ho aur phir do doji candlesticks ban jaayein, to trader wait kar sakta hai ke teesri candlestick bullish ho. Agar aisa hota hai to yeh trend continuation ka signal ho sakta hai. Lekin agar teesri candlestick bearish ho, to yeh trend reversal ka signal ho sakta hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X