Blindly indicators par depend nahi karna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Blindly indicators par depend nahi karna chaye
    Traders ko Forex business me market me trades open karny key ley bilkul be blindly ho kar indicators par depend karny ki koshish nahi karni chaye, indicators key sath other approaches key base par market ko analysis karny ki koshish zaror karni chaye, agar blindly indicators par depend kar leya jaye to traders ko es ka result positive me nahi mil sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Blindly indicators par depend nahi karna chaye

    dear sab se important bat hai k hum market main jane se phaly market ka hum knowledge and experince hasil krein os k bad hum is main work start krein hume market ki samj hi nai hoti hai ur hum work start kr dete hein ese main hume lose hi hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Blindly indicators par depend nahi karna chaye

      forex par ham logo ko trading ka liya indicators wagra ka use kar lanya chayia mgr ham logo ko kabhi be in par hi depned nai hjona chayia bilka ham logo ko hud be kuch karna chayia aur ham lloogo ko har waqt indicator usre karna sa forex lka bara ma knowledge kam hota rahya aur sath hi ham logo ko is sa kafi dafa loss be ho sakhta ha
      • #4 Collapse

        Re: Blindly indicators par depend nahi karna chaye

        Dear sir aapane bilkul theek kaha hai hamen blind indicator per confidence ke sath yakin nahin chali chahie kyunki jab Bhi Ham confidence ke jaat rate karte hain achcha profit hota hai aur jab rooth Kar dete Hain to hamen loss hi hota hai isliye hamen yakin ke sath chat karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: Blindly indicators par depend nahi karna chaye

          forex ke karobar mein hum kisi bi indicator per blindly ehtamad nae kerna chahy forex aik kabi na band hony wala karobar he jis mein hum life time kam kerty hein forex aik part time job he jis mein hum full time job bi ker sakty hein forex aik kamyab karobar he jis mein hum apni marzi ke time per kam kerty hein is mein hum kahen bi beth ke kam ker sakty hein
          • #6 Collapse

            Re: Blindly indicators par depend nahi karna chaye

            main bhi indicators ko daikhta hota hon kay kon sa indicator kya sign day raha hai magar un kay sath sath main fundamental news ka bhi dhayan rakhta hon kay kis time kon si news anay wali hai aur wo kya impact dalay gee trading pay.humain news pay bhi dhayan daina chahye .kyun kay un ka impact indicators se ziada hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Blindly indicators par depend nahi karna chaye

              Ap ki baat theak hai k hum indicator par trust nahi kr sakty hai. Indicator tradr ki help krta hai. Ak trader ko phely market ko smajhna hai aur indicators ko bhe istmal krney key bad ap market mai kamyabi hasil kr sakty hai. Ap ko analysis aur indicator ki madad sey durast trade open kr sakty hai.
              • #8 Collapse

                Re: Blindly indicators par depend nahi karna chaye

                Dear dost aapane Sahi kaha hai ki Jab Forex Mein kam Karen Tu To bandoli inductor per hostel Jo Deni chahie Agar aapki Ki Najar is per Hogi to aapko ismein Kuchh profit hoga Varna aapke account Mein Kuchh last ho sakta hai Forex Ek Achcha business hai ismein ine chijon ka bahut Khyal karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Blindly indicators par depend nahi karna chaye

                  yes brother ap ki bat bilkul the hai ju log indicator k pechy bhagty hain un ko yeh sochna chaheay k indicator say market move nahi karti hai balky jidher ko market ka rukh o jay udher ko he indicator bhi move karty hain iss leay ap ko market ki main movement par ghor karna chaheay jidher ko market trendy ho udher he ap ko uss main buy ya sell karna chaheay phir eh ap iss main profit earn akr sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Blindly indicators par depend nahi karna chaye

                    hamy indicators ko samj kar in ko use karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paiasa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live trading karty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Blindly indicators par depend nahi karna chaye

                      forex jasa koi or business nahi hain hamy is mai indicators py depand nahi karna chahey forex aik wasee business hain hum is mai live kam kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Blindly indicators par depend nahi karna chaye

                        Gee han hum blindly ho kar indicator par depend nai karna chayie pehlay sikhnay chayie q k ek indicator ko jaisay hi pehlay se set hota hai waisay hi laga kar achay signal nai mil sakte achay siganl lainay k liay indicator ko forex k halat k mutabiq set kya jata hai is liay hum ko jaisay forex halt ho aisay hi indicator ko set karnay k liay forex ko indicator pehlay sikhna parta hai is liay pehlay sikhe phir trust kare

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X