Shaven Bottom Candlestick pattern:
Assalam o Alaikum Dear Friends and my forex trading partners, Shaven Bottom Candlestick pattern ek technical analysis concept hey jo Forex trading main istemal hota hey.Ye pattern market main bearish reversal ko durust karnay ke liye istemal hota hey. Ye pattern traders ko batata hey ke market main bearish pressure barh rahi hey aur bullish trend khatam ho sakta hey. Is se traders apni trading decisions main madad hasil karty hein.
Example:
Mere pyare Dosto farz Karein kay aap kisi currency pair ka candlestick chart dekh rahe hein or ap Dekhiye hein kay market main downtrend chal raha hey aur achanak ek shaven bottom Candlestick nazar aata hey toh yeh bullish momentum ka ishara deta hey. Aglay period main agar doosri ek bullish candle confirm kare toh is waqat ek trader long position main enter karny ka faisla kar sakta hey. Stop-loss ko Shaved bottom Candlestick ki low ke neeche rakhte hue.
Identification of Shaven Bottom Candlestick pattern:
Dear my fellows, Shaven Bottom candlestick pattern ko identify karny ke liye, aap candlestick charts ka istemal kar sakty hein. Is pattern main aapko aik candlestick ki bottom waly area par dehan dena hey. Agar us area par koi shadow ya wick nahi hey, sirf solid body hey, toh woh shaven bottom pattern hey. Is pattern ki identification ke liye aapko candlestick charts par focus rakhna hoga aur candlestick pattern ko samajhna hoga.
Conclusion:
Dear my Partners, Last main Shaven Bottom Candlestick pattern ka conclusion yeh hota hey ky market main jab yeh pattern form hota hey toh yeh ek bullish reversal signal ho sakta hey. Is pattern ko dekh kar traders long position lena consider kar sakty hein. Lekin yaad rakhein ki aik single candlestick pattern ke basis par trading decisions lena risky ho sakta hey. Is liye, traders ko aur confirmation signals ke liye wait karna chahiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим