borrow money for forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1831 Collapse

    mery khiyal se ye koi acha idea nahi ha kuek in forex tarding prices bohat he tezi se up and dawn hoti hien and isi waja se is business ko fully risky kaha jata ha ke jis mi loss ki ratio kafi ziyada ha agar koi trader loan ly ker trading kary ga tu agar wo skill wala nahi ha tu us ko loss ke chances bhi honge.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1832 Collapse

      Moving the market: Not all events are able to move the market.Note that the forex market is sometimes driven by spirits who are in it.trading most currencies you can make a profit from rising prices and falling at the same time
      • #1833 Collapse

        ager ap me aese skills hen ke ap khud per bharosa kar ke trade karen or ap ko yakin ho ke loss nahe ho ga to beshak ap borrow len lekin ye bohat risky ho sakta he me kahun ga ager ap aesa na he karen to bohat behter he ap ke liye
        • #1834 Collapse

          hum ko bhi is se help mile ge main abhi new hon mere khayal me ye he hum ko kis sa borrow karna ki kia zaroorat he forum ne hum ko posting ki itni achi sahulat de huwe he men to kahon ga ke ap ko borrowing ki koe zaroort nahi he
          • #1835 Collapse

            jnab hum jab trading karty hain to humain is main learning kar kay kam karn aho ga ta kay huamin is main loss na ho saky or humain is main loan lay kar kam karny main risk sa hota hay
            • #1836 Collapse

              jnab humain trading main agr success hasil karni hay to humain is main loan ly kay akar kam karny main koi harj nai hay humin trading main help ho jati hay magr huamin is main agr practice nai hay to huamin loan nai lyna chahiye
              • #1837 Collapse

                jnab hum jab trading main kam karty hain to humain is main loan lay kar kam karny main kafi acha profit hasil ho sakta hay tab jab humain tradig mai nkafi knowledge ho or humain practice ho nai to humain loss hi loss ho ga
                • #1838 Collapse

                  forex me borrowed money kabhi use na karo ap takey ap ko agar nuqsan bhi ho jae to us me ap kisi ke qarzdar ban ke na reh jaen hamesha proper apni trading dehan laga kar karni chahiye or apne peson se he forex ka business start karna chahiye .
                  • #1839 Collapse

                    forex trading ke business mein apko chahiye ke ap kabhi bhi borrow nahi karen money trading karne ke liye apko chahiye ke ap pehle is business ko theek se seekhen aur phir ap is mien kam investment se start karen.
                    • #1840 Collapse

                      Well agar ap completely experienced and educated person ho forex me, to definitely ap borrow money le kar forex ki trade start kare, but agar ap ko forex me experience and good strategy nahi to ap forex men trade karne ke leye "borrow money" hargiz na le, because forex aik risky business he agar loss ho gae "borrow money" to ap ko return karne me pareshani hogi...
                      • #1841 Collapse

                        dear kabhi bhi nhi loan lena chaye forex k liye online work hai full risky hai kuch bhi ho sakta hai aap k pas jitny paisy hen aap usi se start kr len warna bonus le len posting kr k but loan kabhi na lena life barbad ho jayegi loss k bad
                        • #1842 Collapse

                          no my dear ma bilkul b is haq ma nahi hon k ham kisi sy udar raqam ly k us k sath trading kary ku k agr ham asa kary Allah na kary k wo paisa doob jay tu kasy possible ho ga ham wo paisa return kary posting karo bounce banao aur trade karo agr doob b jay tu yeh tassion tu nahi k ham ny return karna ha..
                          • #1843 Collapse

                            mra is mamly ma ya khyal ha ky hmiam nai borrow karni chea q ky hm easily posting kr ky bouns hasil kr sktian hn or is ma koi masla b nai ha.or is bouns sy hn trading karien or pasa kamian
                            • #1844 Collapse

                              Borrow money to is business mai bilkul bhi invest nahi karni chaiye kuch log bank se loan lete hai aur forex ke business mai lagate hai yeh to bilkul bhi nahi karna chaiye hamesha forex ka business apne paiso se karna chaiye aur agar ap ke pas investment nahi hai to pak forum aik bohat acha zarya hai earning ka.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1845 Collapse

                                agr dekha jay to forex ma risk boht zyada ha es bat ko to har ko janta ha kay ye boht he profitable business ha lakin es kay sath ye b janana zruri ha kay es ma risk kitna ha to ap yaha pr profit kay sath sath loss b kr skty hain aur loss ki b koi limit nhe ha yaha tak kay ap apna account tak wash kr skty hain to soch smj kr ap ko money borrow leni chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X