borrow money for forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    app kissi say money borrow kar saktay ho likin trade karnay say pahlay app trade k barey main learningkaro ores k baray main sekho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      its not good to trade with some one's else money and risk it in my opinion start with small but ur own investment and than trade on it and if u dont have enough money forex forum provides a way to earn some bonus to trade on.
      • #1218 Collapse

        dost mery hisaab say tou agar is market ka bohat he acha experience ha to he ap borrow karain warna na karin kyun k agar ap new hain or borrow kar k work karna chaty hain to maray khayal k mutabiq yah bohat bara risk ha. lakin agar ap ko profit earn karna ata ha to ap yah risk ly sakty hain.
        • #1219 Collapse

          Dear Udhaar le kar ap aik apne aap par dabao aur tension barhaao ge because forex trading aik mind ka game hai agar samjh main aa gaya aur ap us ko sahi kar rahe ho toh phir ap jitni earning koi nahi kar sakta but agar aap ko sahi way aur tarike pata nahi toh phir aap ko bht takleef ho gi jis se ap ka saare pese zaaya bhi ho sakte hain so be careful and be patient while doing forex trading.
          • #1220 Collapse

            jab apke lyee forex bonous day raha too phr apko kisi see borrow karne ki zaroorat hi ni h iske ilwa bina forex k ap agar trading karogae to lazmii apkoo nuqsaan hoona h
            forex use karne apki knowlodge man izafa hota h aur phr achi trading karskte hoo mere hisab see too borrow karna bavaqoofi h
            • #1221 Collapse

              Yeh aap ko Forex say nafrat dilanay wala amal hai. Kabhi bhi is risky business main kissi say udhaar ya karza lay kar trading karnay ki koshish mat karna meray dosto. Kyun kay is tarha say aap ki logon say narazgi aur dushmani peda ho sakti hai aur aap Forex say bhi dil bardaashta ho jao gay.
              • #1222 Collapse

                hamad bhaei eisa na karin borrowed ya qaraz li ho raqam se trading na karin because eisi trading k nateeje min hum aur ziyada pressure min aa jate hin aur humari daily life bhi distrub ho jaei ge agar loss ho gaya es karobar min aur hum ye zaror jante hin es karobar min loss k buhat hi ziayda emkanat mojod hote hin aur ye aik buhat hi risky online karobar he.
                • #1223 Collapse

                  nahi g sir g borrow ka chakkar bilkul bhe acha nahi agr aapka loss hogya to aap usko paisa kesa doge kha sa do ge to borrow ni kro
                  • #1224 Collapse

                    Ye bohat hi achi baat hai agar ap ka pass paisy nahi hain tu ap bank se ya kisi friend, relative se money borrow kar ka bhi trade kars akty hain. iss se ap achi income hasil kar sakty hai aur borrow money bhi asani se wapsi kar sakty hain.
                    • #1225 Collapse

                      ap jo bhi Trading ker lein her trading men risk hota hai, or ye risk forex mein boht zada paya jata hai, or jahan risk ho,,mera nhi khiyal k ap ko us mein pesy udhar ker investment kerni chaheiy ...;...ye bura idea ho sakta hai
                      • #1226 Collapse

                        nahi borrow nahi lana chahiya aap ko aap khud posting krain is aap ka knowledge badhay ga aur aap kamyab ho sakay gy
                        • #1227 Collapse

                          No Dear
                          forex trading k liy money borrow kreny k koi zarorat hi nahi hoti because forex trading jb khud hi posting k zariye se ap ko bonus ki surat mein free money dy raha ha tu money borrow kerna teak nahi ha or phir posting se hum zayda se zayda bonus hasil ker k trade r sakty hn or real amount hasil kr sakty hn
                          • #1228 Collapse

                            Mery khyal main forex trading main investment kay liey humay kisi say paisy udhar nahi leni chahiey kyun keh pakistani forum humary liey bohat achi option dai raha hay keh hum espar work kar kay bonus earn kar sakty hay aur es say trading start kar sakty hay.
                            • #1229 Collapse

                              meray khayal se money borrow karna theek nahi hai q k aghar aap new trader hai or aap ko zyada experience bhi nahi hai to aap ka nuksan ho sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                forex ne humay jab itni achi opportunity di hui hai posting bonus ki tou hum borrow kyun karen krna chaye kuinkay forex main risk zyada hay aur agr ap ka loss ho gea

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X