borrow money for forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ye to baoht he ajeed bat hay kay ham forex main money ko borrow karain forex main ham tab he trading ker saktay hain jab hamaray pas capital ho ga forex main capital basis per he profit ki ratio hoti hay big capital say big profit aur kam capital say kam profit
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Nahi ji aisa aapko filhaal starting stage main nhi karna chahiye kyonki yai abhi kaafi mushkil hoga aapke liye loan money sai profit banana uske liye pehle acha experience aapke pass hona chahiye tabhi aap loan money sai achi trading kr paayenge
      • #63 Collapse

        I think it is not good idea for trading.we need to trade with our own money and we can not trade with borrow money because we can lose our all money in Forex than it will be a huge problem in our life.
         
        • #64 Collapse

          ap ka sawal acha hai kion k forex men hamain bonus se bhi trading ki ja sekti hai is ley hamain is men zyada profit nahi milta hai or is men buhat zari limits hain or zyada profit kamany k ley hamain invest kerna hota hai jis se ham unlimited profit bhi kama sekty hain.
           
          • #65 Collapse

            Very wll fx ne humay jab itni achi optiond i hui hai placing advantage ki tou hum acquire kyun karen kisi ze devote karna ke liye pesa sochnya wali baat hai is usually ze acha advantags acquire kark reqest work with karlo....
            • #66 Collapse

              ummmmmmmmmmmmmm muje is bare me zyada nhe pata hai par jhan tak mera khayall hai k ye hamein aik gooood earning deti hai par hamara losss bhi hota hai..
              • #67 Collapse

                yar kabhi bhi borrowed money lay kay forex business nahi start karna chahye kyun kay yeh bohat zayada risky honay ki waja say aap ka nuqsan bhi karwa sakti hai,aur wasy bhi udhar denay ki tension ki waja say aap fear k sath trading karein gay aur yeh bohat khatarnak bat hai
                 
                • #68 Collapse

                  mera apna experince hai ky forex trading main kabi be kesi borwoo bani ly ky nahe dalni chaye khoe ky ye aik riski bsuiness hai aur ap ke money dhoob skti hai is lie apni money ko na loss kerwye.
                  • #69 Collapse

                    sawal apne teek keya he g ager ap ko forex me kam kerna eh toa p ko forex m e trading pa ko ye sab kuch de sakte he to ap ko forex me trading krne ke utna maza jetna utna eh ji me ke baeta or kes ke bar me beta do
                    • #70 Collapse

                      nai bhai forex main bohat zyada risk hota hay so ap ko yahi advice
                      hay kay is main borrow money lay kay kam biklul bhe nai krna chaye
                      aur agr ap invest nai ker skty to posting bonus say bhe ap trading
                      ker skty hain easily
                      • #71 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: hamadmuneer پيغام ديکھيے
                        kia humain forex trading start karny ke liy kisi se money borrow kar leni chhaye
                        jab ap ko bonus money mil rahi hay to phir ap ko money ksi aur say borrow karnay ki zaroorat kia hay, aur agar ap experienced trader ho to phir yaha say hi bonus hasil karo, aur agar ap experienced nahi ho to borrowed money zaya hi karo gay, aur mushkil may phans jao gay, is say bahtar yeh hay keh learning karo.
                        • #72 Collapse

                          bhai ap ko kisi sa beek mangny ki kia zaroorat ha ap forum ma posting karo or wha sa bonus get karo or is sa trading karo or profit earn karo jab ap k pas itni achi opportunity ha to asa karny ki kia zaroorat ha or ap ager experienced nahi ha to loss ho gia to borrow ki hoi mony b loss ho jay gi to phir ap kia karoge
                          • #73 Collapse

                            Jnab mera ap say ye kahna hy kay agar forex nay hume itni saholat di hoi hy kay hum bones say bi trading kar sakte hain to phir hume borrow say money lene ka kiya faida hum apne bones say bi acha profit earn kar sakte hain.
                            • #74 Collapse

                              dear main to kahil nahi k hum kis say bhi money borrow kar k trade karen agar loss ho gaya toe kahan say ada karengy dost so isliye behtar haik trade us capital par karo jo apna ho kisi ka lia hua na ho k dainy ki tension ho.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex ne humay jab itni achi opportunity di hui hai posting bonus ki tou hum borrow kyun karen kisi se invest karnay ke liye pesa sochnay wali baat hai is se acha bonus earn kark app use karlo.t

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X