loss karny k badc hi forex main learning akaher qu

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss karny k badc hi forex main learning akaher qu
    dear friend forex trading main hum loss bhi kar lain apny acount ko wash bhi kar lain pher bghi hum forex ko chorty nahi qu k forex ak bahtareen busnes hy as main hum bohot achi learning kar lety hain as kleye as main hamesha mahnat say kasm karty raho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss karny k badc hi forex main learning akaher qu

    G han dear kiyu kay lose bhi tu es ka hissa hai aur jitnye tak lose ni ho ga atnye tak humain achi learning ni ho gaye kiyu kay jitna zayda hum lose say seekhtye hain utna zayda kisi bhi cheez say ni seekhtye hain
    • #3 Collapse

      Re: loss karny k badc hi forex main learning akaher qu

      lose k bad hume jo experince milta ha wo hume trading k phaly nai mil sakta ha is liye hume is main soch samj kr kam krna chaiye ur is main kameaybi hume sarif menat se hi milti hai menat krein gey tab hi hum kameyab be ho sakte hein
      • #4 Collapse

        Re: loss karny k badc hi forex main learning akaher qu

        Je dear loss karny k bad he forex ma asal learning hoti hai kiu k hamy us waqat ye zarur sekhna hota hai k es loss sy kese chutkara karyn ham different techniques use karty hai senior sy maswary lety hai market ko closly observe karty hai or yaha he sy learning ka silsala sharu ho jata hai hope apko mere post achi lagy gi
        • #5 Collapse

          Re: loss karny k badc hi forex main learning akaher qu

          ham logfo ko agr forexpar loss hota ha to ham logo kjo chayia ka ham log panic bilkul be nai karya ham log ya soch rak ka ham log is sa be kuch na kuch learn karna ko zaroor mila ha jis sa hma log bad ma istamil kar hi forex par khamayb ho sakhta ha aur ham log is sa unlimited eraning kar sakhta ha
          • #6 Collapse

            Re: loss karny k badc hi forex main learning akaher qu

            Los hone ke bad Forex Mein acchi learning Hoti Hai Kyunki Ham Jitna apni Galti Man Se sikhate Hain Na Ham kisi se nahin sakte hain aur na hi Kabhi Sikh Payenge isliye Hamen koshish karni hai ki ham apni Galti Mujhse Jyada Se Jyada Sikho aur Behtar acche tarike se sikhen tabhi Ham Forex Mein Kamyab Ho Sakenge Kamyab treader ban Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: loss karny k badc hi forex main learning akaher qu

              اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadarshad پيغام ديکھيے
              dear friend forex trading main hum loss bhi kar lain apny acount ko wash bhi kar lain pher bghi hum forex ko chorty nahi qu k forex ak bahtareen busnes hy as main hum bohot achi learning kar lety hain as kleye as main hamesha mahnat say kasm karty raho
              Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein Aksar Logon ke sath aisa hota hai ki starting Mein unhen loss hota hai aur bad Mein vah Achcha profit and karne lag Jaate Hain iski reason sirf experience ki Kami hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: loss karny k badc hi forex main learning akaher qu

                forex main hamy ache earning hasil karny ky liey forex main full time kam karna ho ga forex aik asa karobar hain jis main hum investment be karty hain or profit gain karty hain hamy forex main mistake sy bashna chahey per he hum loss sy bach sakty hain hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey per he hum kamyabe hasil kar ky pasa kama sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: loss karny k badc hi forex main learning akaher qu

                  loss agar ho gay hain to hamy saber karrna ho ga pheer he hum paisa kama saky gy foex aik international businss hain hamy learning ko best bana kar kam karna ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha busienss hain
                  • #10 Collapse

                    Re: loss karny k badc hi forex main learning akaher qu

                    loss sy bachana hain to hammy mistake ko katem karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy ache learning haisal kar ky mahnet sy or lagan sy kam karna ho ag forex aik bohat bara or acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: loss karny k badc hi forex main learning akaher qu

                      I think wese to learning pehle KR ke he kaam start krna chahye but agr koi loss ke baad bhi learning ka soch le to achi baat hai usse krni chahye apni mistakes se seekhna achi baat hai bjaye ignore KR Dena ke

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X