Trading during Withdrawal Process

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading during Withdrawal Process
    Main aap logon se yeh poochna chahta hoon ke agar main withdrawal ke liye apply karta hoon aor withdrawal approve hone tak main us account mein trading kar sakta hoon ya mujhe trading stop karni ho gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ap ne profit ko withdraw karnay k liay apply kia hua he to ap ko is withdrawal k process k dooran trading stop kar deni chahiye kyun k trading men jab ap loss men float kar rahey hon gey to ap ka withdrawal amount refund kar dia jaey ga.
    • #3 Collapse

      Friends mery khyal man bahot se log forex pe kam krty han es forum pe jtny bhe log ha wo tmaam k tmam muslmaan ha to mery zahin k mutabiq 35% log kam krty hein,app kay kya comments hein is bary mein..
      • #4 Collapse

        ha mujy trade k itna knowledge nhi hai likn ma yha khao ga k ap is kaam ko soch samjha k ro tk ap ko loss na ho aur jb ap tradestrt kro ga ager ap ko us waqt profit hau hai tu ap apni amount withdraw krwha skty ho
        • #5 Collapse

          ye ajkal ka bhaut bara masala hai k jab ap ney ak martba withdraw kar lia hai to us k bad ap ko ye trade sey rokta haiu.
          • #6 Collapse

            Brother mujy trade k itna knowledge nhi hai likn ma yha khao ga k ap is kaam ko soch samjha k ro tk ap ko loss na ho aur jb ap tradestrt kro ga ager ap ko us waqt profit hau hai tu ap apni amount withdraw krwha skty ho......
            • #7 Collapse

              Yes dear ap ki bat thek ha is ma hume kam withdrawn lena chaiye ye hamre liye important hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye
              • #8 Collapse

                I thnig trading menn boht risk hota he.or ho skta he k ap due to lack or experience apna sara bonus kho do.agr apne withdraw k liye apply kr hi dia he to trading ka risk na lenn.
                • #9 Collapse

                  ji paisy niklwany se pehly aap ko insta forex walo ko email krni chahiye aur un se puch kr hi aap pisay niklwa saktay hu tab hi hum forex mein achivmint hasil kr saktay hain jo k achi baat hai
                  • #10 Collapse

                    nahe g aisa nahe ho sakta k ap dono cheezain sath he chalain. simply jab ap withdraw order lagain gy to ap ka account per trading nahe kar skaty . yani us time ap ka koi order open nahe hona chahain. or jab tak ap ka order complete nahe ho ga us time tak ap kuch nahe kar skty. agr ap order lagain gy to ap ka withdraw requist cancel ho jay gy
                    • #11 Collapse

                      withdrawal ke doran kabhi bhi trading na karen mene is bare me detail se maloomat hasil kari thi instaforex ki team ke member se unho ne kaha tha ke yeh rules me kabhi nahi hai ke aap withdrawal laga kar trade karen jab tak withdrawal process aap ka complete na ho jae tab tak aap ko trade nahi karni hai us ke baad he aap trade laga sakte hain warna account block kar dya jae ga .
                      • #12 Collapse

                        Janab ap trading kar skte hen per itni money invest Karen k aoke withdrawn me koi rukawat na as ya ek din wait karle withdraw ho Jane per trading phir ahoro karde take withdraw me late na ho or tradi g pjor sjoro karde
                        • #13 Collapse

                          during withdrawal Process kabi b trading nahi karni chaye agar app esy karen gey to app ki withdrawal request cancel ho jati hay jab tak app ki withdrawal process complete nahi hoti trading nahi karni chaye
                          • #14 Collapse

                            g ni ap withdraw ki request laga k trading ni kar sakte kyun k agar ap aisa karo gay to apka account banned ho jaye ga insta k kyun k insta forex k rules k mutabiq ap withdraw k duran trading ni kar sakte jab tak ap ka withdraw process ni hojata tab tak ap trading na karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: arshad12 پيغام ديکھيے
                              g ni ap withdraw ki request laga k trading ni kar sakte kyun k agar ap aisa karo gay to apka account banned ho jaye ga insta k kyun k insta forex k rules k mutabiq ap withdraw k duran trading ni kar sakte jab tak ap ka withdraw process ni hojata tab tak ap trading na karain
                              ge han aisa he keh jb tk hamre withdrawal process mein hote he us wqt tk hm apne account mein order na lgaein aur hmein apne trading ke rules ka pta ho aur hm apne forum aur insta forex ke rules ke mutabq kam krein ge to hmein kabhe koi msla pesh nhe ata he aur hm apne trading kr ke success hasil krte hien

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X