post delete keu ho jaty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    post delete keu ho jaty hain
    My dear Members ..forum py hmari upload ki hoi post ki tadad boht ziada hoti h or jo profile py show ho rhi hoti unki tada km hoti jin py hmen like mily hoty to dear inki wja yeh h k hum jo thread post krty hain us ki koi quality nhi hoti ..ya woh knowledge wala nhi hota bs utha k copy paste ya fr aevy number pora krny k liye post kr dety to is wja sy post delete ho jati
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: post delete keu ho jaty hain

    Post delete Hote Hain Jab aap ki post ki quality Koi Nahin Hoti aur aapka Sawal Kuchh aur Hota Hai aur aap jawab Kuchh aur likh rahe Hote Hain Jiski vajah se aapki post delete Ho Jaati Hai aur aap post ki tadad puri karne Ke Chakkar Mein Idhar Udhar Se post Chadha dete Hain iska koi matlab Nahin Hota yah post Jaya Ho Jaati Hai
    • #3 Collapse

      Re: post delete keu ho jaty hain

      Jab bhi forum rules ko follow nhi karen gey aur bey tukki aur fazool posts karen gey tu posts zaroor delete ho jati hen iss liay achi quality ki posts karen uss men acha knowledge aur experience share karen forum rules ko follow karen aur repeated ya copy posting nah karen tu posts kam delete hon gi
      • #4 Collapse

        Re: post delete keu ho jaty hain

        G dear posts delte ho jatye hain kiyu kay us ki wajhoat ye hotye hain kay aik tu posts same hotye hain yani kay dublicate hotye hain ya tu hum copy paste kartye hain aur tesari bat ye hai kay es mai hum posts es kay releted ni kartye hain tabhi acha ni milta hai bonus aur posts bhi delete ho jatye hain
        • #5 Collapse

          Re: post delete keu ho jaty hain

          Post delete hone ka main reason Yahi hota hai ki usmein Humne spelling mistake kar di hai yahan To Humne vah Kisi Aur ke tarike se likh diya hai Jiski vajah se Hamara post delete ho jata hai aur Agar unmen se 10 Sam Ke Shahar Mein Jaenge To Hamara account mein hone ka Khatra ho sakta hai is Khatre se bachne ke liye aapko sabse pahle yah karna hoga ki aap purane post Dekhkar ismein reply Kiya Karen
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: post delete keu ho jaty hain

            forex aik online business hain hum is main kam kar ky amount kamaty hain or apne needs ko pura karty hain jab hum post main mistake karty hain to hamare post delete ho jate hain hamy apne mistake ko durest kar ky kam kam karna chahey per he hum nuqsan sy bach sakty hain forex aik international business hain yai kabe be band nahe ho sakta
            • #7 Collapse

              Re: post delete keu ho jaty hain

              forex ke karobar mein post is ley delet ho jaty hein hum jaldi mein double click kerty hein ya galat option click ho jata he forex aik kamayb karobar he jis mein hum apni life ko kamyab kerty hein forex ke business he mein hum apni trading ko kamyab kerny ke ley mehant ko jari rakhty hoy apni needs ko pura kerty hein forex aik wolrd war karobar he jis mein hum earn kerty hein
              • #8 Collapse

                Re: post delete keu ho jaty hain

                Yes yeh bhi wjha ho skti Hain keh post achi na hoti hon informative na hoti hon to try kren jese trading mein apni mistakes dekh KR door krte Hain sochen post mein aisa Kya ho skta hai Jo ghlt hai aur door kren
                • #9 Collapse

                  Re: post delete keu ho jaty hain

                  hamy mahnet karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex mai mistake wai posts delete ho jate hain forex aik acha busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: post delete keu ho jaty hain

                    forex aik wasee busienss hain is mai agar hum mistakes wali posts kary gy to yai posts delete kar de jy ge in ka hamy bonus nahi mily ga forex aik international business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik asa busienss hain jo hamy ache learning be deta hain or hamy earning be deta hain
                    • #11 Collapse

                      Re: post delete keu ho jaty hain

                      Boss aap ki baat belkul durast hai aur aap ki baat belkul theek h aur mien aap sy itfaq karta hun k agar ham as mien dakh ker thread ka jawab dete hein tu ham as mien achi posts ker sakte hien aur jab ham achi posts kerte hien tu ham as mien
                      ache bonus ka haqdar ban sakte hien as lyee ham ko as mien her bar acha kaam karna hota h aur ham ko as mien her post ko topic k mutabiq lekhna hota h agar ham as mien ko mayari kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien
                      aur hamari posts k delete hona ka maqsad b ye h k ham as mien achi posting nahi kerte hien aur wo delete ho jaty hien.
                      • #12 Collapse

                        Re: post delete keu ho jaty hain

                        Asslam o alaikum dear friends post delete tb hoti han jb hm answer tk nhi data question kuch or hota ha or answer hm kuch or deatain Han in wajhon sa hamari posts delete ho jati Han hm kbi bi wrong posts kran ga tu wo del ho jy gi
                        • #13 Collapse

                          Re: post delete keu ho jaty hain

                          jio Sar aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamare post se delete Hote Hain Ki Ham isme knowledge post Nahin Karte isliye Hamen chahie ki Ham knowledge or experience dalkar hi post Karen Sabhi Hamare post best tarike se Jaenge aur Hamari post kabhi bhi delete Nahin Honge iske liye main Jyada mehnat ki jarurat hoti hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: post delete keu ho jaty hain

                            knowledge jis post main na ho vo psot tu delete hogi na agar vo post delte nhe hoti hain tu pher b us ka bousn nhe milta hian kabi b ziyda taar post is waja say delete hoti hain k is main seplling ki mistake hoti hain aga ziyda mistkae hoti rehy gi tu pher lazmi baat hain k vo psot delte hogi and post delte ho jati hain tu us py diye gy thanks b delete ho jate hian ................

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X