EXPLAIN THE DIFFERENCE BETWEEN TWEEZER TOP AND BOTTOM CANDLESTICK PATTERN IN FOREX TRADING
DEFINITION TWEEZER TOP CANDLESTICK PATTERN
Tweezer Top candlestick pattern do candlestick ka combination hota hai jo market ke upar janay ke trend ke end ka ishara deta hai. Yeh pattern tab banta hai jab do consecutive candles ka high almost ya exactly same hota hai.
FORMATION OF PATTERN
FIRST CANDLE (BULLISH)
Pehli candle ek bullish candle hoti hai jo ke ek strong uptrend ko show karti hai.
SECOND CANDLE (BEARISH)
Dusri candle bearish hoti hai aur pehli candle ka high touch kar ke wapas niche close hoti hai. Is pattern ka matlab hota hai ke buying pressure khatam ho gaya hai aur market ab niche aasakti hai. Yeh ek reversal signal hota hai.
DEFINITION TWEEZER BOTTOM CANDLESTICK PATTERN
Tweezer Bottom candlestick pattern do candlestick ka combination hota hai jo market ke niche janay ke trend ke end ka ishara deta hai. Yeh pattern tab banta hai jab do consecutive candles ka low almost ya exactly same hota hai.
FORMATION OF PATTERN
FIRST CANDLE (BEARISH)
Pehli candle ek bearish candle hoti hai jo ke ek strong downtrend ko show karti hai.
SECOND CANDLE (BULLISH)
Dusri candle bullish hoti hai aur pehli candle ka low touch kar ke wapas upar close hoti hai.
Is pattern ka matlab hota hai ke selling pressure khatam ho gaya hai aur market ab upar ja sakti hai. Yeh ek reversal signal hota hai.
DIFFERENCE BETWEEN TWEEZER TOP AND TWEEZER BOTTOM
Tweezer Top pattern usually uptrend ke end par banti hai. Ye do candles ka combination hota hai, jahan pehli candle bullish (green) hoti hai aur doosri candle bearish (red). Dono candles ke high points almost same hote hain, jo resistance level ko indicate karta hai. Iska matlab hota hai ke market mein buyers ka interest kam ho gaya hai aur selling pressure badh gaya hai. Tweezer Bottom pattern downtrend ke end par banti hai. Ye bhi do candles ka combination hota hai, jahan pehli candle bearish (red) hoti hai aur doosri candle bullish (green). Dono candles ke low points almost same hote hain, jo support level ko indicate karta hai. Iska matlab hota hai ke market mein sellers ka interest kam ho gaya hai aur buying pressure badh gaya hai.
TRADING STRATEGIES
In dono patterns ka analysis karte waqt volume ka dekhna zaroori hota hai. High volume in patterns ko aur bhi zyada reliable banata hai.
Tweezer Top aur Tweezer Bottom candlestick patterns stock market analysis mein kaam aati hain aur ye trend reversal ko indicate karti hain.Ye patterns traders ko trend reversal ke signals dete hain, aur inki madad se woh apni trading strategy ko adjust kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим