forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain
    hamy forex ko easy nahi samjna chahey hamy mahnet sy kam karna ho ga hamy acha knolwedge or expeience hasia kar ky aik time table bana kar mahnet sy kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai learning ky sat ache earning be gain kar sakty hain
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

    Aap kis is baath say may pora ithifaq nahee kartha kionka forex trading ithna mushk business be nahee hay jithna aap key rahay ho is may hamay much he arsa may acha knowledge our experiance ho sakhtha hay agar hum is ko serous lay our is may mehnath kartha hay kionka is business may kamyaabi aap k mehnath par depend karthe hay.
    • #3 Collapse

      Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

      Bohat saray traders forex ko bohat halka letay hain iss work ko serious nahi letay hain jis ki waja se hum faida nahi hasil kartay sirf aur sirf nuqsan kar baithtay hain islye iss work ko asaan na sumjhain balkay thora sa tough sumjha karain tah kay humaray liye earn karna easy ho sakay . jab tak hum iss work ko easy sumjhain gay earn nahi kar payain gay.
      • #4 Collapse

        Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

        Ji bilkul Forex ko log Jitna easy lete hain vah itna hi is Mein loss kar Baithe Hain isliye a Forex ko easy mat lo Kyunki isko Samajh Ke karna Hota hai isliye forest ko Samaj Ko karo aur ismein apne experience badhao aise hi Aap Ko fayda Hoga Varna aap ismein loss Karenge isliye Forex ko Aasan mat lo isko Samajh Ke karo
        • #5 Collapse

          Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

          forex asan business un k liye hai jo is ko time dety hain is ko samjhty hain new members k liye ye bilkul asan nahi hai ye thora complicated hai agr start main members is ko assan samjhain gay to un ko is main loss hoga aur is tara wo account apna wash karwa daain gay is liye kosish kaarin k start main wo is ko time day k phly smajhain taa k account ko secure rakh skain.
          • #6 Collapse

            Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

            Assalamualaikum dear friends Forex Mein AP ko confidence k sath Apna trade Krna chahy r soch samjh k trade krain over confidence b Apna loss krwa bethty Hain apko chahy k Soch samjh k trade krain take AP ek Kamyab trade kr k ek accha profit Hasil krny k qabil ban sakain.
            🌼 Never Give Up 🌼
            • #7 Collapse

              Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

              g han apne theek kaha jo members forex ko easy lete hain woh forex main loss kar beathte hain is lye hamain forex ko easy nhi lena chahye our is main mehnat se kam karna chahye jab ap ke pass knowledge ho jab ap easy lian warna ap ko loss ka samna karna par sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

                salam friends ye baat theek hai ke jo forex ko boht easy lety hain or is main koi khas mehnat nai krty to unko kamiyabi mushkal say milti hai or unko loss hi hota hai lehaza apny time ko masroof banain or forex main kamiyabi hasil krin.
                Jazak ALLAH ツ
                • #9 Collapse

                  Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

                  dear bahi ap ny correct swal kya hy k forex ko easy understand karny walay is ko loss ker detay hein q ko koi bhi kam ho us ko easy understand ker ky ignore na kya jay if we do so we face is too much challenges in the world which are harm full for every one so hardwork continue.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

                    So nic question my dear ap ny thk kha hy forex ko atna easy business nh samja cht kue ky yhan hum bna pasy invest key hum business kar rahy hoty so forex main learning to both karni chy as sy hi humain earning maly gi as forex trading main jb hum asna samj kr work karty hn to apna both loss kr jaty hn .
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

                      ji han bhai jaan aapki baat bilkul sahi hai lekin message Itna Kahana chahta hun ki agar aap ko bahut hi Aasan samajhte Hain To yah aapki Daya hai aur Barkat iglas Hai To Main aapko yah batana Chahta Hoon ke forex easan business nahin hai ismein bahut hi jyada mehnat karni padati hain aur learning ka Hasil karna padta hai tabhi jakar Ham profit Hasil karte hain thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

                        G han ap ny sahe kaha forex trading etni asan nai hy jitna log smjh laty hyn k as ao r buy r sell kro r nekal jao. aysa nai hy es m kafi kch smjhna parta hy. forex trading ko jo log asan smjhty hyn wo es m kafi losss krty hyn. un ko kisi ny galat gude kia hota hy. un ko lalach dy kr laaty hyn asan kh kr r un ko loss ho jata hy to ap ko pehly forex k bary m khud knowledge gain krna chaheay pir ana chaheay.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

                          Forex ko asan smjhny wly es m loss kr dty h g bhai ap ny bilkul sai kaha h kuch logo ko information or knowledge nhi hota jis ki wja sy wo apni dhun m kam karty h ksi seniors sy help b nahi laty or jis ki wja sy uny tips ka pta nhi chlta or lose kr bhdtty h hmy chiy k hm es online business ko itna easy mat ly ksi na ksi seniors sy hlp leni chaiy or phr apny knowledge sy kam kry gy ty lose ka samna nhi krna pry ga
                          • #14 Collapse

                            Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

                            hqan jo be tradewr ya samjhta ha ka forex ik boht hi easy business ha aur ham logo ko is sa earning karna ka liya learning ki zaroorta na prti ha aur wo learning karta be na ha to us ko boht hi zada loss hi hota ha forex par aur is ka alaw is ko kabhi be kuch be na mil sakhta ha ham logo ko koshish karni chayia ka ham log is ko itna easy be na laiya ab
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex ko asna samjny waly is mai loss kar dety hain

                              Gee han main khud 4 years se forex kar raha main janta ho forex kitna asan or kitna hard hai main bata do yeh ek danger kam hai boht zaida tention b daita hai agar line cross karo apny mistake ko khatam na karo phir forex danger ban jata hai agar kisi ka paisa kho jay phir usay kitna dukh hota hai is liay hum ko chayie forex karte waqat jo b mistake aay usay 2nd bar honay se pehlay hi khatam kar do

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X