greed is the root of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed is the root of loss
    salam friends..ap sub boht acgy say janty hain ke lalach jis maqam par bhi ki jay wo lalach hi hoti hai.greed is the root of loss is baat main koi shak nai qk llaalach apko kamiyabi kabi bhi nai dy sakti siway nakami ke or khas kr forex main lalachi insan ka kamiyabi hasil krna boht mushkal hota hai.
    Jazak ALLAH ツ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greed is the root of loss

    g han greed loss ki jar ha bilkul sahi baat ha greed ker ke hum kabi kamyab nhi ho sakte kyun ke greed se humesha loss hi hota ha jo log business m,a greed kerte hen wo humesha loss hi kerte hen forex ma bi greed se bachen bulke imandari se kam keren naik niyat se kam keren kyun ke jo kam imandari se kiya jai us ma kamyabi bi milti ha or berket bi hoti ha is liye lalach se bachen lalach buri bala ha
    • #3 Collapse

      Re: greed is the root of loss

      Asslamu Alakum wellcome to pak forex forum dear friends ap ki bat theek hai forex p zeada tr log flop hoty hun un ki wja ye hai k wo laluch kr k bri lot lga dety hun jes ki wja se lack of experince ki wja se nksa uty hun
      • #4 Collapse

        Re: greed is the root of loss

        G dost thek kaha greed karne se sirf aur sirf loss he hota ha greed karne wale logo ko hamesha loss ho jata ha aur unky sary mehnat waste ho jaty ha agar ap aik acha trader banana chahte ho to aur forex me kamiyab hona chahte ho to greed kabhi bhi na karo hame aik professional trader banana ki kushish karny chahiye aur aik professional trader kabhi bhi greed nahi karta greed ka nuksaan hamesha sirf apko hoga
        SUMIYA TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: greed is the root of loss

          forex par ham logo ko greed ki waja sa boht hi loss wagra ho sakhta ha hamay chayia ka ham log forex par kabh9i be greed nai karya ku ka greed aisi cheez ha jis sakabhi be kis ka be koi be faida na howa ha sirf aur sirf loss hi howa ha is ki waja sab trader sab traders ka profit be loss wagra ma convert ho jata ha is liya hamay aisa nai karna chayian
          • #6 Collapse

            Re: greed is the root of loss

            dear friend foex tradin main lalach ki koy gagah nahi hy yeh ak bohot bory chez hy yeh ap ko kabhi bhi ak kameyab trader nahi banny dety as say ap ko hamesha noksan ka samna karna hota hy as leye as say bach k raho
            • #7 Collapse

              Re: greed is the root of loss

              Confirmation ke sath kam karna in Logon ke liye Jyada Achcha aur pest hota hai long time kam karne ke liye confirmation Kaho na last me hai yahan se aap Log Yahan per long time ke liye aap nahin kar sakte hain bus aapko thoda sa Yahan per Apne account ko stable Rakhna hota hai aur thoda sa market ko Jaguar watch Karte Rahana chahie earning karne ke liye ek baat kahi hai ki
              • #8 Collapse

                Re: greed is the root of loss

                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulazizshahid پيغام ديکھيے
                salam friends..ap sub boht acgy say janty hain ke lalach jis maqam par bhi ki jay wo lalach hi hoti hai.greed is the root of loss is baat main koi shak nai qk llaalach apko kamiyabi kabi bhi nai dy sakti siway nakami ke or khas kr forex main lalachi insan ka kamiyabi hasil krna boht mushkal hota hai.
                Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business mein agar Ham lalach Karte Hain To yah Hamen bahut jyada nuksan deta hai aur kabhi bhi is ke karne se Ham Achcha profit nahin kar sakte
                • #9 Collapse

                  Re: greed is the root of loss

                  jis din hum nay lalach kia usi din nuqsan uthain gay islye kyun kay loss ka sab se bada cause hi humari lalach hai lalach na karain agar kisi din earning na ho toh us ko dil pay na lain balkay iss work se juray rahain aur kamayi ki koshish kartay rahain jo log apnay maqsad ko chipkay rahtay hain wo akhir kamyab ho hi jatay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: greed is the root of loss

                    G han greed insan ko taba kr dati hy greed sy ap kahen k nai rehty. Greed ap ko rules bhula dati hy jb pir ap ko loss hota hy to pir ap ko yad ata hy k m ny rules ko follow nai kia. Greed har insan m hoti hy kisi m km r kisi m boht he ziada. greed hona koi buri bat nai y but greed ko sar par charha lyna achi bat nai. greed ko control krna chaheay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: greed is the root of loss

                      hamy forex main kabe be greedy ban kar kam nahe karna chahey hum jitna lalch kary gy hum ko utna he loss ho jay ga hamy greedy naqsan ky sawa kuch be nahe data hamy loss sy bachny ky liey apny under ky lalch ko katem karna ho ga is main usa or china jasy bary bary mumalik involve hain hum is main live or sada urdu main kam karty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X