Prevention of Loss in Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Prevention of Loss in Trading
    Prevention of Loss in Trading

    Introduction



    Dear Freinds,

    As we know k forex trading main loss say bachnay k iyay apko sirf aik bat ko yaad main rakhna chahye kay ap ko forex ki learning k baad apni aik trading strategy create kerni ho gee. Ess k ilawa Yahi k ap nay jo trading kerni hay wo kis base per aur kaisy kerni hain to ap nay knowledge base per trade laganay exit kernay stop loss laganay awar take profit kay set kernay ka aik tarika ay idea banana hain awar mazeed h len k asool bananay hain. jab ye idea ya asool ban jaen to ap ko isay demo per test kerna nay aur ager ye trading strategy thek result day to en ko live trading main koi bhee kam hy us ko lrney se phley sekna cheay har kam ko krney k ley seknaa zaroore hain. Ess k baad seakney k ley kuch nh kuch waqt darqaar hota hain. Awar pir ye k Tradeing k liay bhe zarore hain k market ko srkhen jesy kh yhaan pr Demo account hy to iss Account ko bna kr sekha ja saktaa hain. Awar sehkney k aaml k bad ap treding start kren aor hr waqt is ko zehnashen rakheen. Awar zehn naseen rakhney k ley demo account ki parctice ko jaree rakheen. Pir Demoo account ko istimaal krty howey ap ko itmaad mily ga aor real account me ap munafih kmaa sakty hain. Sb se ahm aor zaroori bat yh kh single trade krna chahiay awar acha hota hain.

    Prevention



    Sab say pehlay Loss say bachny k liay forex ek boaht he acha or best business ha is liye is mein agar ap mind k sath awar sabar kay sth work karo to bohat he achi earning kar sakty heain. Mazeed ye k forex ek life change work ha jis mein apka acha work apki life change kar sakta ha or loss say bichny kay liye apko market mein wait kar kay forum mein acha work awar apki achi life change ho sakti ha is liye hard work kay sath apkamyabi hasil kar sakty hein or losss ko apny khud kay achy experience awar knowledge kay sath ap life time khtm kar sakty hein or is liye wait kar k kamyab earning apki life change kar sakti ha stop loss or take profit ka istamal apko loss main Forex men risk involved hota ha yeh ap pay depend krta ha ap kitna risk afford kr sktay ho jitna risk ziyada lain gay ultimately utna profit ziyada ho ga but yeh khatrnaak bhi ho skta ha so hmain thora c ehtiat krni ho gi. We merat hisab say loss say bachany ki tips darj zail hain yeh mera personal experience ha lehaza kou authentic nai hain. First Sb say pehli tip ha wo ha smal lot ka use aksar traders ka account wash ho jata hain. Cause k wo bri lot lga k jald say jald profit hasil krna chahtay hain so ic men thori ehtiat ki zarurat hain. Second Capital more then 200$ hona chaheay q k small capital k sath jb ap thoray say loss men jao gay to ap market men survive nai kr sko gau aur us loss ko cover krnay k leay ap k pas mazid lot lganay ki gunjaish nai rahy gi. Pir Trade lga k TP place kr lain aur ghair zaruri trade ko bar bar na daikhin aur TP k hit honay ka wait krain. Awar Greed say avoid krain kyun k greed say hazaro ka account bhi wash main forex trading main loss se bachny k liye boht se roles hain jin ko aghr apply kiya jay tu hum apni trading main loss se bach skty hain kuj points maina p k sath share krna chhat hun sub se pahly hmain apni trading main market ko achi trah se analysis karna chahye jis main hmain best analysis use karny chahye ta k hum apna order achi trah se lga skaen awar kmyab ho saky.

    Conclusion

    Click image for larger version

Name:	e.jpeg
Views:	3
Size:	59.2 کلوبائٹ
ID:	13043510​​​​​​​


    Akher main forex trading aik aesa business hay jis main agar ap loss se bachan cahte hain tou us k liay zarori hay k ap ko trading ki har tarha ki samjh ho aur trade lgane se pehly ap market ko achi tarha understand karain ache analysis karain take ap market ki movement ko samjh sakain trade karne se pehly fundamentl aur technical analysis lazmi karne cahiay ess say ap ko pta chal jata hay k aaj k din kon kon se news hay aur us news ka market par kya effect par sakta hay aur ap ko chart ko read karne main asani ho gi jis se ap save trade kar sakte hain aur loss se bach sakte hain is aur sab se bari bat k apne capital ko dekhte huwe trade karain. Awar ye k hamesha small trade open karain agar ap lalach karte hain k big lot se big profit earn karain tou ap kabhi kamiab nai ho sakte aur apna big loss karte hain ess liay agar loss ho to achi trading nhi hoti hain awar na koi faida hota hain.

    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading Mein Loss Se Bachao: Ek Mukhtasir Jaiza


    Muqaddama

    Forex trading ya kisi bhi financial market mein trading ek profitable activity ho sakti hai, magar ye bhi zaroori hai ke aap apne risk ko effectively manage karein. Losses ko minimize karna trading success ke liye bohot ahmiyat rakhta hai. Is article mein hum kuch important techniques aur strategies discuss karenge jo trading mein loss se bachne mein madadgar ho sakti hain.

    Risk Management
    1. Stop Loss Orders: Stop loss orders trading mein loss ko control karne ke liye sabse effective tool hain. Ye orders aapko pre-defined price level par apni position close karne mein madad dete hain, taake aap zyada loss na uthayein. Har trade ke saath stop loss set karna ek disciplined approach hai jo aapko unexpected market movements se bachata hai.
    2. Position Sizing: Position sizing ka matlab hai ke har trade mein aap kitna capital invest karte hain. Apni position size ko sahi tarah manage karna zaroori hai taake aap apne account ko over-leverage na karen. Ek common rule hai ke har trade mein apne total capital ka sirf 1-2% risk karein.

    Technical Analysis
    1. Support aur Resistance Levels: Support aur resistance levels ko identify karna trading mein bohot important hota hai. Ye levels price points hote hain jahan par market historically react karta hai. Support levels par buying aur resistance levels par selling ka pressure hota hai. In levels ko samajh kar aap apni trades ko better manage kar sakte hain.
    2. Trend Following: Trend following ek reliable strategy hai jo aapko market ke direction ke sath trade karne mein madad deti hai. Trend-following indicators jaise ke Moving Averages aur ADX (Average Directional Index) ko use karke aap current trend ko identify kar sakte hain aur apni trades ko us direction mein place kar sakte hain.

    Psychological Discipline
    1. Emotional Control: Trading mein emotions ko control karna bohot zaroori hai. Fear aur greed aapke trading decisions ko negatively impact kar sakti hain. Trading plan ko strictly follow karna aur apni emotions ko check mein rakhna trading success ke liye essential hai.
    2. Patience aur Discipline: Trading mein patience aur discipline key factors hain. Market ko over-trade na karein aur sirf well-analyzed trades ko execute karein. Kabhi kabhi best action ye hota hai ke market ko observe karen aur suitable trading opportunity ka wait karein.

    Diversification
    1. Asset Diversification: Apni investments ko multiple assets mein diversify karna ek smart strategy hai. Forex ke ilawa stocks, commodities, aur indices mein investment karke aap apne risk ko spread kar sakte hain. Ye approach aapko ek specific market ya asset ke adverse movements se bachati hai.
    2. Trade Diversification: Sirf ek trade par rely na karein. Multiple trades ko different assets aur time frames par place karke aap apne risk ko effectively manage kar sakte hain. Ye approach aapko consistent returns generate karne mein madadgar hoti hai.

    Learning and Adaptation
    1. Continuous Learning: Forex market constantly evolve hoti rehti hai, isliye traders ke liye continuous learning essential hai. Market trends aur trading strategies ko update rakhna aapko competitive edge deta hai. Online courses, webinars, aur trading books ke zariye apne knowledge ko enhance karein.
    2. Adaptation: Market conditions ke saath apne trading strategies ko adapt karna zaroori hai. Agar koi strategy kaam nahi kar rahi toh flexibility dikhaein aur market ki current dynamics ko samajh kar apne approach ko adjust karein.

    Conclusion

    Trading mein loss se bachne ke liye ek structured aur disciplined approach zaroori hai. Risk management, technical analysis, psychological discipline, diversification, aur continuous learning ko apne trading plan mein shaamil karne se aap apne losses ko minimize kar sakte hain aur apne profitability ko enhance kar sakte hain. Har trader ke liye zaroori hai ke wo in techniques aur strategies ko implement kare taake wo long-term success hasil kar sake.

    اب آن لائن

    Working...
    X